Hum To Bhai Jaise

Starring
Movie Veer
Music By
Lyric By Faiz Ahmed Faiz
SingersLata Mangeshkar
Year 0

Hum To Bhai Jaise Lyric In English

Ham Toh Bhai Jaise
Hain Waise Rahenge
Ham Toh Bhai Jaise
Hain Waise Rahenge
Ham Toh Bhai Jaise
Hain Waise Rahenge
Ab Koyi Khush Ho Ya Ho
Khafa Ham Nahin Badlenge
Apni Adaa Samjhe
Na Samjhe Koyi
Ham Yahi Kahenge
Ham Toh Bhai Jaise
Hain Waise Rahenge
Ham Toh Bhai Jaise
Hain Waise Rahenge


Hmm… Ham Dil Ki Shehzaadi
Hai Marzi Ki Mallika
Haan… Ham Dil Ki Shehzaadi
Hai Marzi Ki Mallika
Sar Pe Aanchal Kyun Rakhe
Dhhalka Toh Dhhalka
Ab Koyi Khush Ho Ya
Koyi Roothhe Is Baat
Par Chaahe Har Baat Toote
Ham Toh Bhai Jaise
Hain Waise Rahenge
Ham Toh Bhai Jaise

Hain Waise Rahenge


Hamein Shauq Mehendi
Ka Na Shehnaai Ka Hai
Ho.. Hamein Shauq Mehendi
Ka Na Shehnaai Ka Hai
Hamaare Liye Toh
Apna Ghar Hi Bhala Hai
Sunta Agar Ho Toh Sun Le
Kaazi Lagta Nahin
Kabhi Ham Honge Raazi
Ham Toh Bhai Jaise
Hain Waise Rahenge
Ham Toh Bhai Jaise
Hain Waise Rahenge
Ab Koyi Khush Ho Ya Ho
Khafa Ham Nahin
Badlenge Apni Adaa
Samjhe Na Samjhe
Koyi Ham Yahi Kahenge
Ham Toh Bhai Jaise
Hain Waise Rahenge
Ham Toh Bhai Jaise
Hain Waise Rahenge
Aa Aa Ha Ha Ha Ha Ha Ha
Ha Ha Oh Ho Ho Ho Ho Ho.


Hum To Bhai Jaise Song Lyrics from movie Veer. Hum To Bhai Jaise song sung by Lata Mangeshkar. Hum To Bhai Jaise Song Composed by . Hum To Bhai Jaise Song Lyrics was Penned by Faiz Ahmed Faiz. Veer movie cast in the lead role actor and actress. Veer movie released on 0

Hum To Bhai Jaise Song Lyrics - Veer - Deeplyrics

Latest Songs

Latest Movies

Most Liked Movies