Jamana Hai

Starring
Movie Mahaanta
Music By
Lyric By Charanjeet Charan
SingersRohit Sharma, Mohammed Aziz
Year 1997

Jamana Hai Lyric In English

Ek Taraf Akeli Mohabbat Hai
Ek Taraf Ye Sara Jamana Hai
Aaj Jane Kya Ho Jana Hai
Aaj Jane Kya Ho Jana Hai


Ek Taraf Akeli Mohabbat Hai
Ek Taraf Sara Jamana Hai
Aaj Jane Kya Ho Jana Hai
Aaj Jane Kya Ho Jana Hai


Josh Kitna Bhala Dil Deewane Mein Hai
Jor Kitna Bhala Is Jamane Mein Hai
Josh Kitna Bhala Dil Deewane Mein Hai
Aaj Ye Aazmana Hai
Aaj Jane Kya Ho Jana Hai
Aaj Jane Kya Ho Jana Hai


Ab Jo Hota Hai Ho Jaye Kuch Gham Nahi
Ab Jo Hota Hai Ho Jaye Kuch Gham Nahi
Aaj Yad Tum Nahi Aaj Yad Hum Nahi

Pyar Aisa Deewana Hai
Aaj Jane Kya Ho Jana Hai
Aaj Jane Kya Ho Jana Hai


Hamne Jab Pyar Karne Ka
Wada Kiya Wada Kiya
Hamne Jab Pyar Karne Ka
Wada Kiya Wada Kiya
Sath Jine Ka Marne Ka
Wada Kiya Wada Kiya
Ab Ye Wada Nibhana Hai
Aaj Jane Kya Ho Jana Hai
Aaj Jane Kya Ho Jana Hai


Ek Taraf Akeli Mohabbat Hai
Ek Taraf Ye Sara Zamana Hai
Aaj Jane Kya Ho Jana Hai
Aaj Jane Kya Ho Jana Hai
Aaj Jane Kya Ho Jana Hai.


Jamana Hai Song Lyrics from movie Mahaanta. Jamana Hai song sung by Rohit Sharma, Mohammed Aziz. Jamana Hai Song Composed by . Jamana Hai Song Lyrics was Penned by Charanjeet Charan. Mahaanta movie cast in the lead role actor and actress. Mahaanta movie released on 1997

Jamana Hai Song Lyrics - Mahaanta - Deeplyrics

Latest Songs

Latest Movies

Most Liked Movies