Jo Pyaar Karta Hai

Starring
Movie Yeh Raaste Hain Pyaar Ke
Music By
Lyric By Charanjeet Charan
SingersAnuradha Paudwal, Kavita Krishnamurthy, Manohar Shetty
Year 2001

Jo Pyaar Karta Hai Lyric In English

Kisi Ki Aankhon Ka Kajal Ban Jata Hai
Kisi Ki Zulfon Ka Badal Ban Jata Hai
Kisi Ke Pido Ka Ghayal Ban Jata Hai
Jo Pyaar Karta Hai Pagal Ban Jata Hai
Pagal Ban Jata Hai
Jo Pyar Karta Hai Pagal Ban Jata Hai
Pagal Ban Jata Hai
Kisi Ki Aankhon Ka Kajal Ban Jata Hai
Kisi Ki Zulfon Ka Badal Ban Jata Hai
Kisi Ke Pido Ka Ghayal Ban Jata Hai
Jo Pyaar Karta Hai Pagal Ban Jata Hai
Pagal Ban Jata Hai
Jo Pyar Karta Hai Pagal Ban Jata Hai


Pyaar Mein Jeena Pyaar Mein Marna
Aaj Hi Kar Lo Jo Hai Karna
Der Bahut Ho Jayegi Warna
Aaj Ka Din Jo Guzar Gaya To
Kal Ban Jata Hai
Aaj Ka Din Jo Guzar Gaya To
Kal Ban Jata Hai
Jo Pyar Karta Hai Pagal Ban Jata Hai
Pagal Ban Jata Hai
Pagal Ban Jata Hai


Yaadein Umangein Armaan Sapne

Sab Ke Yahan Ghar Apne Apne
Yeh Sach Hai Yeh Maana Sab Ne
Shahed Yeh Dil Ka Ujde To Jungle Ban Jaata Hai
Shahed Yeh Dil Ka Ujde To Jungle Ban Jaata Hai
Jo Pyar Karta Hai Pagal Ban Jata Hai
Pagal Ban Jata Hai
Pagal Ban Jata Hai


Dil Deta Hai Jaan Leta Hai
Amrit Mein Vish Bhar Deta Hai
Jeena Mushkil Kar Deta Hai
Pyar Kabhi Har Ek Mushkil Ka Hal Ban Jata Hai
Pyar Kabhi Har Ek Mushkil Ka Hal Ban Jata Hai
Jo Pyar Karta Hai Pagal Ban Jata Hai
Pagal Ban Jata Hai
Pagal Ban Jata Hai
Kisi Ki Aankhon Ka Kajal Ban Jata Hai
Kisi Ki Zulfon Ka Badal Ban Jata Hai
Kisi Ke Pido Ka Ghayal Ban Jata Hai
Jo Pyaar Karta Hai Pagal Ban Jata Hai
Pagal Ban Jata Hai
Jo Pyar Karta Hai Pagal Ban Jata Hai
Pagal Ban Jata Hai
Jo Pyar Karta Hai Pagal Ban Jata Hai
Pagal Ban Jata Hai.


Jo Pyaar Karta Hai Song Lyrics from movie Yeh Raaste Hain Pyaar Ke. Jo Pyaar Karta Hai song sung by Anuradha Paudwal, Kavita Krishnamurthy, Manohar Shetty. Jo Pyaar Karta Hai Song Composed by . Jo Pyaar Karta Hai Song Lyrics was Penned by Charanjeet Charan. Yeh Raaste Hain Pyaar Ke movie cast in the lead role actor and actress. Yeh Raaste Hain Pyaar Ke movie released on 2001

Jo Pyaar Karta Hai Song Lyrics - Yeh Raaste Hain Pyaar Ke - Deeplyrics

Latest Songs

Latest Movies

Most Liked Movies