Lanka Mein Danka

Starring
Movie Toofan
Music By
Lyric By Indeevar (Shyamalal Babu Rai)
SingersShabbir Kumar
Year 1989

Lanka Mein Danka Lyric In English

Ram Siyaram Siyaram Siyaram
Ram Siyaram Siyaram Ram Ram Ram
Ram Siyaram Siyaram Siyaram
Ram Siyaram Siyaram Ram Ram Ram


Lanka Mein Danka
Bajane Aaya Bajranga
Siyaram Ka Naam Labo Pe
Siyaram Ka Naam Labo Pe
Lanka Mein Danka
Bajane Aaya Bajranga
Siyaram Ka Naam Labo Pe
Siyaram Ka Naam Labo Pe


Buti Sanjiwan To
Kya Parwat Ko Laye Utha
Dil Mein Base Raghuwir
Sina Dikhaya Hai Chir
Ram Ji Kate Waqt
Bada Hi Pawan Hain
Yaha Thahrega Kya
Jo Dil Ka Rawan Hain
Jab Dharti Par Pap Badh Jata Hain
Ram Ji Ka Bheja Dut Koi Aata Hain
Tumsa Nahi Balwanta
Lanka Mein Danka

Bajane Aaya Bajranga
Siyaram Ka Naam Labo Pe
Siyaram Ka Naam Labo Pe


Bajrangi Baithe Jaha Paoge Daulat Waha
Mukti Milegi Kaha Aana Padega Yaha
Kasam Khai Maine Use Na Chodunga
Julm Ki Har Seema Aaj Main Todunga
Jami Pe Ho Chahe Aasma Par Ho Wo
Khich Ke Launga Jaha Par Bhi Ho Wo
Kaise Chupega Kaise Bachega
Kaise Chupega Kaise Bachega
Dhundhe Jise Hanumanta


Lanka Mein Danka
Bajane Aaya Bajranga
Siyaram Ka Naam Labo Pe
Siyaram Ka Naam Labo Pe
Lanka Mein Danka
Bajane Aaya Bajranga
Siyaram Ka Naam Labo Pe
Siyaram Ka Naam Labo Pe
Ram Siyaram Siyaram Siyaram
Ram Siyaram Siyaram Ram Ram Ram
Ram Siyaram Siyaram Siyaram
Ram Siyaram Siyaram Ram Ram Ram

Lanka Mein Danka Song Lyrics from movie Toofan. Lanka Mein Danka song sung by Shabbir Kumar. Lanka Mein Danka Song Composed by . Lanka Mein Danka Song Lyrics was Penned by Indeevar (Shyamalal Babu Rai). Toofan movie cast in the lead role actor and actress. Toofan movie released on 1989

Lanka Mein Danka Song Lyrics - Toofan - Deeplyrics

Latest Songs

Latest Movies

Most Liked Movies