Meri Duniya Mein Aana

Starring
Movie Payal
Music By
Lyric By Sanjay Dutt
SingersKumar Sanu, Sadhana Sargam
Year 1992

Meri Duniya Mein Aana Lyric In English

Meri Duniya Mein Aana,
Na Jaana Kabhi Phir Sanam
Mujhe Apna Banaana,
Na Jaana Kabhi Phir Sanam
Meri Duniya Mein Aana,
Na Jaana Kabhi Phir Sanam
Mujhe Apna Banaana,
Na Jaana Kabhi Phir Sanam


Tere Khayaalo Mein Khoyi Rahu,
Abb Toh Main Shaamo Sahar
Tanaha Rahu Ya Rahu Bhid Mein
Dhundhe Tujhe Hi Nazar
Tere Khayaalo Mein Khoyi Rahu,
Abb Toh Main Shaamo Sahar
Tanaha Rahu Ya Rahu Bhid Mein
Dhundhe Tujhe Hi Najar
Abb Tere Bin Dil Lagata Nahin
Abb Tere Bin Dil Lagata Nahin
Main Kya Karun
Main Kya Karun
Nazaro Mein Basaana,
Na Jaana Kabhi Phir Sanam
Mujhe Apna Banaana,

Na Jaana Kabhi Phir Sanam


Tere Mere Darmiya Dilruba
Abb Pyaar Hi Pyaar Ho
Dekhu Falak Chaahe Dekhu
Zameen Tera Hi Didar Ho
Tere Mere Darmiya Dilruba
Abb Pyaar Hi Pyaar Ho
Dekhu Falak Chaahe Dekhu
Zameen Tera Hi Didar Ho
Marke Na Chhute Aise Teri
Marke Na Chhute Aise
Teri Baahe Dharu
Main Kya Karun


Meri Duniya Mein Aana,
Na Jaana Kabhi Phir Sanam
Mujhe Apna Banaana,
Na Jaana Kabhi Phir Sanam
Meri Duniya Mein Aana,
Na Jaana Kabhi Phir Sanam
Mujhe Apna Banaana,
Na Jaana Kabhi Phir Sanam.

Meri Duniya Mein Aana Song Lyrics from movie Payal. Meri Duniya Mein Aana song sung by Kumar Sanu, Sadhana Sargam. Meri Duniya Mein Aana Song Composed by . Meri Duniya Mein Aana Song Lyrics was Penned by Sanjay Dutt. Payal movie cast in the lead role actor and actress. Payal movie released on 1992

Meri Duniya Mein Aana Song Lyrics - Payal - Deeplyrics

Latest Songs

Latest Movies

Most Liked Movies