Mujrim Na Kehna Mujhe (Title)

Starring
Movie Mujrim
Music By
Lyric By Sanjay Dutt, Indeevar (Shyamalal Babu Rai), Brij Bihari
SingersMohammed Aziz
Year 1989

Mujrim Na Kehna Mujhe (Title) Lyric In English

Mujrim Na Kahna Mujhe Logo
Mujrim To Sara Zamana Hai
Mujrim Na Kahna Mujhe Logo
Mujrim To Sara Zamana Hai
Pakda Gaya Wo Chor Hai
Jo Bach Gaya Wo Sayana Hai
Mujrim Na Kahna Mujhe Logo
Mujrim To Sara Zamana Hai
Pakda Gaya Wo Chor Hai
Jo Bach Gaya Wo Sayana Hai
Mujrim Na Kahna Mujhe Logo
Mujrim To Sara Zamana Hai


Jis Umar Mein Chhiye Maa Ka Aachal
Mujhko Salakhe Mili
Dhandhe Ke Hatho Me Pustak Ke Badle
Hathkadiya Dali Kayi
Bachpan Hi Jab Thane Me Bita
Jawani Ka Phir Kya Thikana Hai
Mujrim Na Kahna Mujhe Logo
Mujrim To Sara Zamana Hai


Main Tha Pasina Bahane Ko Razi
Roti Na Phir Bhi Mili

Maine Sarafat Se Jina Chaha
Thoakr Pe Thokar Lagi
Mai Tha Pasina Bahane Ko Razi
Roti Na Phir Bhi Mili
Maine Sarafat Se Jina Chaha
Thoakr Pe Thokar Lagi
Kaise Bhi Ho Pet Ki Aag Hai Ye
Pet Ki Aag Ko Bujhana Hai
Mujrim Na Kahna Mujhe Logo
Mujrim To Sara Zamana Hai


Papo Ki Basti Mein Kaise Rahega
Banke Koi Devta
Jeevan Ke Sangram Mein Sab Munasif
Kya Hai Bhala Kya Hai Bura
Insan Lekin Kabhi Ye Na Bhule
Bhagwan Ke Ghar Bhi Jana Hai
Mujrim Na Kahna Mujhe Logo
Mujrim To Sara Zamana Hai
Pakda Gaya Wo Chor Hai
Jo Bach Gaya Wo Sayana Hai
Mujrim Na Kahna Mujhe Logo
Mujrim To Sara Zamana Hai.


Mujrim Na Kehna Mujhe (Title) Song Lyrics from movie Mujrim. Mujrim Na Kehna Mujhe (Title) song sung by Mohammed Aziz. Mujrim Na Kehna Mujhe (Title) Song Composed by . Mujrim Na Kehna Mujhe (Title) Song Lyrics was Penned by Sanjay Dutt, Indeevar (Shyamalal Babu Rai), Brij Bihari. Mujrim movie cast in the lead role actor and actress. Mujrim movie released on 1989

Mujrim Na Kehna Mujhe (Title) Song Lyrics - Mujrim - Deeplyrics

Latest Songs

Latest Movies

Most Liked Movies