Pyar Mein Hota Hai

Starring
Movie Papa Kehte Hai
Music By
Lyric By Faiz Ahmed Faiz
SingersRohit Sharma, Kumar Sanu
Year 1996

Pyar Mein Hota Hai Lyric In English

Pyar Mein Hota Hai Kya Jaadu
Tu Jaane Ya Main Jaanu
Pyar Mein Hota Hai Kya Jaadu
Tu Jaane Ya Main Jaanu
Rehta Nahi Kyun Dil Par Kaboo
Tu Jaane Ya Main Jaanu
Pyar Mein Hota Hai Kya Jaadu
Tu Jaane Ya Main Jaanu


Gun Gun Kerta Kyun Phirta Hai
Koi Bhawra Baghon Mein
O Gun Gun Kerta Kyun Phirta Hai
Koi Bhawra Baghon Mein
Kyun Hoti Hai Phool Mein Khushaboo
Tu Jaane Ya Main Jaano
Pyar Mein Hota Hai Kya Jaadu
Tu Jaane Ya Main Jaanu


Chandni Raatein Ho Toh Chakori
Pagal Si Kyun Hoti Hain
Chandni Raatein Ho Toh Chakori

Pagal Si Kyun Hoti Hain
Jungle Mein Koyal Ki Ku Ku
Tu Jaane Ya Main Jaanu
Pyar Mein Hota Hai Kya Jaadu
Tu Jaane Ya Main Jaanu


Jaisay Haryaali Aur Sawan
Jaisay Bharkha Aur Badal
O Jaisay Haryaali Aur Sawan
Jaisay Bharkha Aur Badal
Tere Liye Main Mere Liye Tu
Tu Jaane Ya Main Jaano
Pyar Mein Hota Hai Kya Jaadu
Tu Jaane Ya Main Jaanu


Pyar Mein Hota Hai Kya Jaadu
Tu Jaane Ya Main Jaanu
Rehta Nahi Kyun Dil Par Kaboo
Tu Jaane Ya Main Jaanu
Tu Jaane Ya Main Jaanu
Tu Jaane Ya Main Jaanu.

Pyar Mein Hota Hai Song Lyrics from movie Papa Kehte Hai. Pyar Mein Hota Hai song sung by Rohit Sharma, Kumar Sanu. Pyar Mein Hota Hai Song Composed by . Pyar Mein Hota Hai Song Lyrics was Penned by Faiz Ahmed Faiz. Papa Kehte Hai movie cast in the lead role actor and actress. Papa Kehte Hai movie released on 1996

Pyar Mein Hota Hai Song Lyrics - Papa Kehte Hai - Deeplyrics

Latest Songs

Latest Movies

Most Liked Movies