Aawaz Do Hamko

Starring
Movie Dushman
Music By
Lyric By Charanjeet Charan
SingersYash Narvekar, Lata Mangeshkar
Year 1998

Aawaz Do Hamko Lyric In English

Aawaz Do Hamko…
Aawaz Do Hamko
Hum Kho Gaye
Kab Neend Se Jaage
Kab So Gaye


Mar Jayeenge Hum Agar
Door Tumse Ho Gaye


Aawaz Do Hamko
Hum Kho Gaye


Kab Neend Se Jaage
Kab So Gaye
Mar Jayeenge Hum Agar
Door Tumse Ho Gaye
Aawaz Do Hamko
Hum Kho Gaye…


Tumse Nigahein Chaar
Karne Lagey
Hum Zindagi Se Pyaar
Karne Lagey
Darte Na The Maut Se
Ab Magar Darne Lagey
Aawaz Do Hamko
Hum Kho Gaye


Kab Neend Se Jaage
Kab So Gaye


Mar Jayeenge Hum Agar
Door Tumse Ho Gaye


Aawaz Do Hamko

Hum Kho Gaye…


Saawan Ki Is Pehli Barsaat Mein
Sab Dekh Lein Sapnay Ek Raat Mein
Kaat Jaaye Na Zindagi
Ek Hi Mulakaat Mein
Aawaz Do Hamko
Hum Kho Gaye…


Kab Neend Se Jaage
Kab So Gaye


Mar Jayeenge Hum Agar
Door Tumse Ho Gaye


Aawaz Do Hamko
Hum Kho Gaye…


Aa Aa A Aa
Aa Aa A Aa


Mere Samne Rehna
Jana Nahi
Tumse Hai Kuch Kehna
Jana Nahi
Mausam Kabhi Pyaar Ka
Laut Kar Aana Nahi


Aawaz Do Hamko
Hum Kho Gaye
Kab Neend Se Jaage
Kab So Gaye
Mar Jayeenge Hum Agar
Door Tumse Ho Gaye…


Aawaz Do Hamko Song Lyrics from movie Dushman. Aawaz Do Hamko song sung by Yash Narvekar, Lata Mangeshkar. Aawaz Do Hamko Song Composed by . Aawaz Do Hamko Song Lyrics was Penned by Charanjeet Charan. Dushman movie cast in the lead role actor and actress. Dushman movie released on 1998

Aawaz Do Hamko Song Lyrics - Dushman - Deeplyrics

Latest Songs

Latest Movies

Most Liked Movies