Kahan Aa Gaye Hum

Starring
Movie Kab Tak Chup Rahungi
Music By
Lyric By S H Bihari
SingersLata Mangeshkar, Mohammed Aziz
Year 1988

Kahan Aa Gaye Hum Lyric In English

Kaha Aa Gaye Hum, Kaha Kho Gaye Hum 
Ye Kaisi Jami Hai, Ye Duniya Kaha Hai 
Hume To Yaki Hai Ke Jannat Yahi Hai 
Yahi Bas Yahi Do Dilo Ka Jaha Hai
Kaha Aa Gaye Hum, Kaha Kho Gaye Hum 
Ye Kaisi Jami Hai, Ye Duniya Kaha Hai 
Hume To Yaki Hai Ke Jannat Yahi Hai 
Yahi Bas Yahi Do Dilo Ka Jaha Ahi
 
Yaha Aake Dil Bas Yahi Chahta Hai 
Sanam Tum Mujhe Apni Baaho Mein Lelo 
Mera Dil Bhi Kahta Hai Sharmana Kaisa 
Jawani Ke Din Hai, Jawani Se Khelo 
Behak Bhi Gaye To, Nayi Baat Kya Hai 
Behakne Ke Din Yahi, Abhi Dil Jawa Hai 
Kaha Aa Gaye Hum, Kaha Kho Gaye Hum 
Ye Kaisi Jami Hai, Ye Duniya Kaha Hai 


Ye Rangin Vaadi Me Saanso Ki Garmi 

Hai Aisi Ke Saara Badan Jal Raha Hai 
Mera Haal Bhi Hai Tumhare Hi Jaisa 
Mere Husn Ka Bhi Mann Jal Raha Hai 
Bhdakte Huye Pyar Ka Hai Ye Shola 
Bada Hi Mehakta Huwa Ye Sama Hai 
Kaha Aa Gaye Hum, Kaha Kho Gaye Hum 
Ye Kaisi Jami Hai, Ye Duniya Kaha Hai 


Yaha Aake Dil Bas Yahi Keh Raha Hai 
Koi Hume Badhke Gale Se Laga Le 
Tumhare Ye Behke Kadam Keh Rahe Hai 
Badan Apna Kar Do Kisike Hawale 
Magar Main Tumhe Apni Baaho Mein Lelu 
Abhi Apna Aisa Mukaddar Kaha Hai 
Kaha Aa Gaye Hum, Kaha Kho Gaye Hum 
Ye Kaisi Jami Hai, Ye Duniya Kaha Hai 
Hume To Yaki Hai Ke Jannat Yahi Hai 
Yahi Bas Yahi Do Dilo Ka Jaha Hai

Kahan Aa Gaye Hum Song Lyrics from movie Kab Tak Chup Rahungi. Kahan Aa Gaye Hum song sung by Lata Mangeshkar, Mohammed Aziz. Kahan Aa Gaye Hum Song Composed by . Kahan Aa Gaye Hum Song Lyrics was Penned by S H Bihari. Kab Tak Chup Rahungi movie cast in the lead role actor and actress. Kab Tak Chup Rahungi movie released on 1988

Kahan Aa Gaye Hum Song Lyrics - Kab Tak Chup Rahungi - Deeplyrics

Latest Songs

Latest Movies

Most Liked Movies