Khwahish

Starring
Movie Haal
Music By
Lyric By Aditya Dhar
SingersChandrani Gannguli, Neeraj Rajawat, Raghav Sachar
Year 0

Khwahish Lyric In English

Kehthe Hai Na
Kabhi Na Kabhi
Kahin Na Kahin
Kisi Se Pyar Zaroor Hotha Hai
Koi Na Koi Kahin Na Kahin Kise Ke
Liye Zaroor Bana Hotha Hai


Dil Pe Pyar
Pyar Ki Chaahath
Aur Wahin Chaahath
Ban Te Hai Dil Ke Khwaish


Tu Mere Dil Ki Pehli Khwaish
Tu Mere Sapno Ka Jahaan
Haan Tu Meri Khwabon Ki Mazil Hai
Mere Armaano Ki Dastaan


Mehfuz Rakhunga Palko Mein
In Lamhon Ke Yeh Silsilein
Har Pal Dil Bar Tere
Yaad Mein Baita Rahunga Tere Khwab Mein
Faryaad Karthi Yeh Zindagi
Awaaz Karthi Yeh Dil-Lagi
Ummeed Ka Inthehaan
Hasrath Na Ban Ke Reh Jaaye




Dil Mein Base Ho Tum
Nazron Mein Tum
Meri Arzoo Ki Gehraiyon Mein Tum
Bahon Ki Darmiyan
Saanson Ne Kuch Kahan
Yaadon Ki Dastan
Ab Kar Rahe Hai Bayaan

Chodd Na Jaana Mujhe Manzil Ki Rahon Pe
Meri Manzil To Hai Teri Khwaish


Tu Mere Dil Ki Pehli Khwaish
Tu Mere Sapno Ka Jahaan Ho
Haan Bethab Dil Yeh Kehtha Hai
Mere Dil Mein Aa Bas Ja


Khamoshh Se Yeh Dua
Jaane Kya Asar Karjaaye


Madhosh Se Yeh Fiza
Baahon Mein Apne Bulaaye
Aankhon Mein Aankhen Peghal Gaye
Ehsaas Rangon Mein Khul Gaye
Saanson Ko Mazil Mil Gayi
Baathon Ko Manzil Pukaare


Ab Tum Mere Ho Sirf Meri
Sirf Meri
Meri Bandage
Meri Ibadath
Aur Isi Ibadath Ke
Roshini Mein Nazar Aa Raha Hai Tumhara Chehra
Chehra Jo Meri Dua Mein Bas Chuka Hai
Aur Ab Tum Banchuke Ho Meri Khwaish


Tu Mere Dil Ki Pehli Khwaish
Tu Mere Sapno Ka Jahaan Ho
Tu Meri Khwabon Ki Mazil Hai
Mere Armaano Ki Dastaan


Tu Meri Khwabon Ki Mazil Hai
Mere Armaano Ki Dastaan

Khwahish Song Lyrics from movie Haal. Khwahish song sung by Chandrani Gannguli, Neeraj Rajawat, Raghav Sachar. Khwahish Song Composed by . Khwahish Song Lyrics was Penned by Aditya Dhar. Haal movie cast in the lead role actor and actress. Haal movie released on 0

Khwahish Song Lyrics - Haal - Deeplyrics

Latest Songs

Latest Movies

Most Liked Movies