Aaj Naachte Hue Mar Jaana Hai | |||
---|---|---|---|
Starring | |||
Movie | Pathreela Raasta | ||
Music By | |||
Lyric By | Maya Govind | ||
Singers | Rohit Sharma | ||
Year | 1994 |
Aaj Naachte Huye Mar Jaana Hain
Mitt Jaana Hain Pyaar Ko Bachana Hain
Aaj Naachte Huye Mar Jaana Hain
Mitt Jaana Hain Pyaar Ko Bachana Hain
Dil Jo Diya Hain Pyaar Jo Kiya Hain
Mujhe Mera Waada Nibhana Hain
Mitt Jaana Hain Pyaar Ko Bachana Hain
Aaj Naachte Huye Mar Jaana Hain
Mitt Jaana Hain Pyaar Ko Bachana Hain
Lachake Kamar Balkhaye Jawaani
Bijali Si Leharaaye Jawaani
Lachake Kamar Balkhaye Jawaani
Bijali Si Leharaaye Jawaani
Dekh Nazara Karne Waale
Hum Hain Pyaar Mein Marne Wale
Haske Har Sitam Uthana Hain
Mitt Jaana Hain Pyaar Ko Bachana Hain
Aaj Naachte Huye Mar Jaana Hain
Mitt Jaana Hain Pyaar Ko Bachana Hain
Paaon Mein Mere Chhanke Paayal
Aankhein Nam Hain Dil Hain Ghayal
Paaon Mein Mere Chhanke Paayal
Aankhein Nam Hain Dil Hain Ghayal
Phir Bhi Shikayat Lab Pe Nahi Hain
Apni Waffa Par Mujhko Yakeen Hain
Duniya Waalo Ko Dikhana Hain
Mitt Jaana Hain Pyaar Ko Bachana Hain
Aaj Naachte Huye Mar Jaana Hain
Mitt Jaana Hain Pyaar Ko Bachana Hain
Dil Jo Diya Hain Pyaar Jo Kiya Hain
Mujhe Mera Waada Nibhana Hain
Mitt Jaana Hain Pyaar Ko Bachana Hain
Aaj Naachte Huye Mar Jaana Hain
Mitt Jaana Hain Pyaar Ko Bachana Hain.
Aaj Naachte Hue Mar Jaana Hai Song Lyrics from movie Pathreela Raasta. Aaj Naachte Hue Mar Jaana Hai song sung by Rohit Sharma. Aaj Naachte Hue Mar Jaana Hai Song Composed by . Aaj Naachte Hue Mar Jaana Hai Song Lyrics was Penned by Maya Govind. Pathreela Raasta movie cast in the lead role actor and actress. Pathreela Raasta movie released on 1994