Baabul Ka Yeh Ghar Behana

Starring
Movie Daata
Music By
Lyric By Anjaan
SingersUstad Rashid Khan, Rohit Sharma
Year 1989

Baabul Ka Yeh Ghar Behana Lyric In English

Babul Ka Yeh Ghar Behna
Kuch Din Ka Thikana Hain
Banake Dulhan Ek Din
Tujhe Piya Ghar Jaana Hain


Baapu Tere Bagiya Ki
Main Tho Ek Kali Hoon Re
Ho Baapu Tere Bagiya Ki
Main Tho Ek Kali Hoon Re
Chod Teri Bagiya Muje
Ghar Piya Ka Sajana Hain
Kyun Chod Teri Bagiya Muje
Ghar Piya Ka Sajana Hain


Beti Ghar Babul Ke
Kissi Aur Ki Amanat Hain
Beti Ghar Babul Ke
Kissi Aur Ki Amanat Hain
Dastoor Duniya Ka
Hum Sab Ko Nibhana Hain


Maiya Tere Anchal Ki
Main To Ek Gudiya Re
Maiya Tere Anchal Ki
Main To Ek Gudiya Re
Tune Mujhe Janam Diya
Tera Ghar Kyun Begana Hain

Maiya Tune Mujhe Janam Diya
Tera Ghar Kyun Begana Hain


Maiya Pe Kya Beet Rahi
Behna Tu Ye Kya Jaane
Maiya Pe Kya Beet Rahi
Behna Tu Ye Kya Jaane
Kaleje Ke Tukde Ko
Roh Roh Ke Bhulana Hain


Bhaiya Tere Angana Ki
Main Kaise Chidiya Re
Ho Bhaiya Tere Angana Ki
Main Kaise Chidiya Re
Raat Bhar Besara Hain
Subha Udd Jaana Hain
Raat Bhar Besara Hain
Subha Udd Jaana Hain


Yaade Tere Bachpan Ki
Ham Sab Ko Satayengi
Yaade Tere Bachpan Ki
Ham Sab Ko Satayengi
Phir Bhi Teri Doli Ko
Kaandha To Lagana Hai
Bahena Teri Doli Ko
Kaandha To Lagana Hai.

Baabul Ka Yeh Ghar Behana Song Lyrics from movie Daata. Baabul Ka Yeh Ghar Behana song sung by Ustad Rashid Khan, Rohit Sharma. Baabul Ka Yeh Ghar Behana Song Composed by . Baabul Ka Yeh Ghar Behana Song Lyrics was Penned by Anjaan. Daata movie cast in the lead role actor and actress. Daata movie released on 1989

Baabul Ka Yeh Ghar Behana Song Lyrics - Daata - Deeplyrics

Latest Songs

Latest Movies

Most Liked Movies