Duniya Mein Tere Siwa

Starring
Movie Aandhiyan
Music By
Lyric By Anjaan
SingersAnuradha Paudwal, Yash Narvekar
Year 1990

Duniya Mein Tere Siwa Lyric In English

Duniya Mein Tere Siwa Koi Nahin Hain Mera

Tere Bina Kya Hoon Main Kya Hain Meri Zindagi

Ye Zindagi To Meri Hain Naam Tere Likhi

Duniya Mein Sanse Juda Teri Meri Dosti

Geeto Ki Tarah Hotho Pe Tu Hain

Dhadkan Mein Tu Hain Sanso Mein Tu Hain

Duniya Mein Tere Siwa Koi Nahin Hain Mera

Tere Bina Kya Hu Main Kya Hai Meri Zindagi



Jaan Se Jyada Tune Mujhe Pyar Kiya Hain

Jaan Se Jyada Tune Mujhe Pyar Kiya Hain

Rab Se Jyada Tujhpe Etbar Kiya Hain

Suraj Mein Jab Tak Chamak Hai

Jab Tak Hain Ye Din Rat

Ek Pal Bhi Hum Na Door Na

Har Pal Rahe Sath Sath

Duniya Mein Tere Siwa Koi Nahin Hain Mera

Tere Bina Kya Hoon Main Kya Hain Meri Zindagi

Ye Zindagi To Meri Hain Naam Tere Likhi

Duniya Mein Sanse Juda Teri Meri Dosti



Ji Karta Hain Har Pal Tujhe Dekhti Rahu

Ji Karta Hain Har Pal Tujhe Dekhti Rahu

Tujhko Dekhe Bin Main Ek Pal Ji Na Saku

Mausam Na Badle To Kya Aaye Na Aaye Bahar

Duniya Rahe Ya Na Rahe Zinda Rahega Ye Pyar

Duniya Mein Tere Siwa Koi Nahin Hain Mera

Tere Bina Kya Hoon Main Kya Hain Meri Zindagi

Ye Zindagi To Meri Hai Naam Tere Likhi

Duniya Mein Sanse Juda Teri Meri Dosti

Geeto Ki Tarah Hotho Pe Tu Hain

Dhadkan Mein Tu Hai Sanso Mein Tu Hain

Duniya Mein Tere Siwa Koi Nahin Hain Mera

Tere Bina Kya Hu Main Kya Hai Meri Zindagi.

Duniya Mein Tere Siwa Song Lyrics from movie Aandhiyan. Duniya Mein Tere Siwa song sung by Anuradha Paudwal, Yash Narvekar. Duniya Mein Tere Siwa Song Composed by . Duniya Mein Tere Siwa Song Lyrics was Penned by Anjaan. Aandhiyan movie cast in the lead role actor and actress. Aandhiyan movie released on 1990

Duniya Mein Tere Siwa Song Lyrics - Aandhiyan - Deeplyrics

Latest Songs

Latest Movies

Most Liked Movies