Hasin Hum Jawan Tum Hai Raat Kitni Jawan

Starring
Movie Deewana Tere Naam Ka
Music By
Lyric By Anjaan
Singers
Year 1987

Hasin Hum Jawan Tum Hai Raat Kitni Jawan Lyric In English

Hasin Hum Jawan Tum Hai Rat Kitni Jawa
Hasin Hum Jawan Tum Hai Rat Kitni Jawa  
Aankhe Mila Baho Me Aa Jine Ka Ye Maza Naya
Hasin Hum Jawan Tum Hai Rat Kitni Jawa
Hasin Hum Jawan Tum Hai Rat Kitni Jawa  
Ji Rahe Hai Hum Agar Mar Chuki Hai Zindagi
Jidhar Nazar Mude Hai Udhar Bhukh Pyas Bebasi


Koi Jiye Koi Mare Humko Kisi Ki Kya Pade 
Ye Rat Na Pyase Bhale Aayegi Phir Na Ye Ghadi 
Aankho Se Pi Hotho Se Pi Chhane De Koi Nasha Naya
Hasin Hum Jawan Tum Hai Rat Kitni Jawa

Hasin Hum Jawan Tum Hai Rat Kitni Jawa  
Kon Hai Jo Kar De Yu Tabah Ghar Garib Ka
Ye Aadmi Ka Julm Hai Ke Faisla Nasib Ka  


Koi Lute Koi Mite Jal Jaye Chahe Do Jaha
Milna Hai To Hum Yu Mile Kuch Bhi Rahe Na Darmiya
Aa Dard Ke Saye Me Aa Ye Pyas Dil Ki Bhuja Zara
Hasin Hum Jawan Tum Hai Rat Kitni Jawa
Hasin Hum Jawan Tum Hai Rat Kitni Jawa
Aankhe Mila Baho Me Aa Jine Ka Ye Maza Naya
Hasin Hum Jawan Tum Hai Rat Kitni Jawa
Hasin Hum Jawan Tum Hai Rat Kitni Jawa.

Hasin Hum Jawan Tum Hai Raat Kitni Jawan Song Lyrics from movie Deewana Tere Naam Ka. Hasin Hum Jawan Tum Hai Raat Kitni Jawan song sung by . Hasin Hum Jawan Tum Hai Raat Kitni Jawan Song Composed by . Hasin Hum Jawan Tum Hai Raat Kitni Jawan Song Lyrics was Penned by Anjaan. Deewana Tere Naam Ka movie cast in the lead role actor and actress. Deewana Tere Naam Ka movie released on 1987

Hasin Hum Jawan Tum Hai Raat Kitni Jawan Song Lyrics - Deewana Tere Naam Ka - Deeplyrics

Latest Songs

Latest Movies

Most Liked Movies