Hona Hai Kya | |||
---|---|---|---|
Starring | |||
Movie | Talaash | ||
Music By | |||
Lyric By | Faiz Ahmed Faiz | ||
Singers | Ram Sampath | ||
Year | 2012 |
Na Main Jaanon, Na Tu Jaane Hai
Kis Ghadhi Mein, Hona Hai Kya
Zindagi Ke, Iss Jue Mein
Paana Kya Hai, Khona Hai Kya
Na Main Jaanon, Na Tu Jaane Hai
Kis Ghadhi Mein, Hona Hai Kya
Zindagi Ke, Iss Jue Mein
Paana Kya Hai, Khona Hai Kya
Jo Bhi Hai Khushiyaan
Unke Hi Saaye Mein Gum Hai
Haan Jo Muskuraaye
Unki Bhi Toh Aankhein Toh Num Hai
Koyi Jaaye Kahan
Hogi Yehi Zameen
Aur Yehi Asmaan
Na Main Jaanon, Na Tu Jaane Hai
Kis Ghadhi Mein, Hona Hai Kya
Zindagi Ke, Iss Jue Mein
Paana Kya Hai, Khona Hai Kya
Jo Baat Ki Hai
Usme So Maane Chupe Hai
Haan Chehron Ke Peeche
Kitne Hi Chehre Chupe Hai
Dhoke Ka Hai Dhuaan
Dhundla Dhundla Sa Hai
Aankhon Mein Har Samaah
Na Main Jaanon, Na Tu Jaane Hai
Kis Ghadhi Mein, Hona Hai Kya
Zindagi Ke, Iss Jue Mein
Paana Kya Hai, Khona Hai Kya
Na Main Jaanon, Na Tu Jaane Hai
Kis Ghadhi Mein, Hona Hai Kya
Zindagi Ke, Iss Jue Mein
Paana Kya Hai, Khona Hai Kya
Hona Hai Kya Song Lyrics from movie Talaash. Hona Hai Kya song sung by Ram Sampath. Hona Hai Kya Song Composed by . Hona Hai Kya Song Lyrics was Penned by Faiz Ahmed Faiz. Talaash movie cast in the lead role actor and actress. Talaash movie released on 2012