Meri Saanson Mein Samaye

Starring
Movie Soldier
Music By
Lyric By Sanjay Dutt
SingersAkhil Sachdeva
Year 1998

Meri Saanson Mein Samaye Lyric In English

Meri Saanson Mein Samaaye,
Mujhe Seene Se Lagaaye
Hey Meri Saanson Mein Samaaye,
Mujhe Seene Se Lagaaye
Mera Dil Dhadkaaye,
Mere Hosh Udaaye
Ho, Ae Jaanam, O Jaanam
Aayegi, Aayegi, Aayegi Jaanam
Ae Meri Saanson Mein Samaaye,
Ho Mujhe Seene Se Lagaaye
Ae Meri Saanson Mein Samaaye,
Mujhe Seene Se Lagaaye
Mera Dil Dhadkaaye,
Mere Hosh Udaaye


Ho, Jaanam, Ae Jaanam
Aayegi, Aayegi, Aayegi Jaanam
Meetha Sa Dard Hai, Thoda Sa Hosh Hai
Anjaani Pyaas Hai, Milna Ka Josh Hai
Sab Se Haseen Voh Nagina,
Aayegi Paas Voh Haseena
Uska Deedaar Main Karoonga,
Ji Bhar Ke Pyaar Main Karoonga
Mujhe Aise Tadpaaye,
O Mujhe Vaise Bahekaaye
O Mujhe Aise Tadpaaye,
Mujhe Vaise Bahekaaye

Mera Dil Dhadkaaye,
Mere Hosh Udaaye
Ho, O Jaanam, Hey Jaanam


Aayegi, Aayegi,
Aayegi Jaanam
Khushboo Hai Phool Ki,
Saazon Ki Raagini
Main Uska Chaand Hoon,
Voh Meri Chaandni
Voh Mera Chain Meri Jaan Hai,
Voh Mere Pyaar Ka Jahan Hai
Voh Mere Rang Mein Dhalegi,
Voh Mere Sang Bhi Chalegi
Mere Khwaabon Mein Jo Aaye,
Ho Meri Neendon Ko Churaaye
Mere Khwaabon Mein Jo Aaye,
Meri Neendon Ko Churaaye
Mera Dil Dhadkaaye,
Mere Hosh Udaaye
Ho, Ae Jaanam, O Jaanam


Aayegi, Aayegi, Aayegi Jaanam
Hey Jaanam, Jaanam,
O Jaanam, Hey Jaanam.


Meri Saanson Mein Samaye Song Lyrics from movie Soldier. Meri Saanson Mein Samaye song sung by Akhil Sachdeva. Meri Saanson Mein Samaye Song Composed by . Meri Saanson Mein Samaye Song Lyrics was Penned by Sanjay Dutt. Soldier movie cast in the lead role actor and actress. Soldier movie released on 1998

Meri Saanson Mein Samaye Song Lyrics - Soldier - Deeplyrics

Latest Songs

Latest Movies

Most Liked Movies