Na Jaane Kya Jadoo Kiya

Starring
Movie Mitti
Music By
Lyric By Mehboob Kotwal
SingersAkhil Sachdeva, Vicky Mehta
Year 2001

Na Jaane Kya Jadoo Kiya Lyric In English

Na Jane Kya Jadu Kiya Tune
Dil Deewana Ho Gaya
Aaja Ab To Aaja Ab To Aaja Ab To
Aaja Meri Jaa
Ye Jo Pyari Si Tadap Hai
Yahi Pyar Hai
Anjana Jo Mere Pyar Se
Mera Yaar Hai
Na Jane Kya Jadu Kiya Tune
Dil Deewana Ho Gaya
Aaja Ab To Aaja Ab To Aaja Ab To
Aaja Meri Jaa


Pyar Ka Main Gau Tarana
Tujhe Jo Pukaru Mai Deewana
Dil Ki Sada Hai Aashikana
Ye Jo Mere Dil Ki Sada Hai
Yahi Pyar Hai
Anjana Meri Sada Se
Mera Yaar Hai
Na Jane Kya Jadu Kiya Tune
Dil Deewana Ho Gaya

Aaja Ab To Aaja Ab To Aaja Ab To
Aaja Meri Jaa


Tujhe Sonp Du Zindagi Main
Tujhpe Luta Du Har Khushi Main
Teri Hi Karu Bandagi Main
Ye Jo Mere Dil Mein Wafa Hai
Yahi Pyar Hai
Anjana Meri Wafa Se
Mera Yaar Hai
Na Jane Kya Jadu Kiya Tune
Dil Deewana Ho Gaya
Aaja Ab To Aaja Ab To Aaja Ab To
Aaja Meri Jaa
Ye Jo Pyari Si Tadap Hai
Yahi Pyar Hai
Anjana Jo Mere Pyar Se
Mera Yaar Hai
Na Jane Kya Jadu Kiya Tune
Dil Deewana Ho Gaya
Aaja Ab To Aaja Ab To Aaja Ab To
Aaja Meri Jaa.

Na Jaane Kya Jadoo Kiya Song Lyrics from movie Mitti. Na Jaane Kya Jadoo Kiya song sung by Akhil Sachdeva, Vicky Mehta. Na Jaane Kya Jadoo Kiya Song Composed by . Na Jaane Kya Jadoo Kiya Song Lyrics was Penned by Mehboob Kotwal. Mitti movie cast in the lead role actor and actress. Mitti movie released on 2001

Na Jaane Kya Jadoo Kiya Song Lyrics - Mitti - Deeplyrics

Latest Songs

Latest Movies

Most Liked Movies