Sapney

Starring
Movie Turning 30
Music By
Lyric By Harsh Chhaya
SingersSuhaas Shetty
Year 2011

Sapney Lyric In English

Sapney, Khile Hue Rango Se, Udhe Hue Patango Se
Ambar Se Hain Unche
Tukde, Buje Hue Suraj Ke, Abhi Abhi Hai Chamke
Roshan Hai Umeedein
Dees Bahane Aah Ke
Saare Armaan Neendon Se Jaage Hain
Ab Toh Peechay Kuch Nahi
Jinhe Milna Hai Manzar Woh Aagey Hain
Pa Ra Ra Pa Ra...


Khud Ko Dhoonda Yahan Doosron Mein
Bas Batakte Rahe Faaslon Mein
Waqt Banke Lehar Beh Gaya
Jaate Jaate Madar Keh Gaya
Jise Doondhte Hain Woh, Khushi Apne Andar Hi Rehti Hai
Hai Khud Mein Jahan Tera
Zindagi Bhi Humse Yeh Kehti Hai
Pa Ra Ra Pa Ra...


Ab Hai Chehra Naya Manzilon Ka
Ab Safar Hai Naye Silsilon Ka
Humsafar Banke Yeh Hausla
Nayi Disha Mein Kahin Le Chala
Mila Hai Jo Raasta
Inn Kadmon Mein Chalne Ki Khwaish Hai
Jinne Dekha Door Se
Unn Lamho Ko Chune Ki Koshish Hai
Pa Ra Ra Pa Ra...


Sapney, Khile Hue Rango Se, Udhe Hue Patango Se
Ambar Se Hain Unche
Tukde, Buje Hue Suraj Ke, Abhi Abhi Hai Chamke
Roshan Hai Umeedein
Dees Bahane Aah Ke
Saare Armaan Neendon Se Jaage Hain
Ab Toh Peechay Kuch Nahi
Jinhe Milna Hai Manzar Woh Aagey Hain
Pa Ra Ra Pa Ra...

Sapney Song Lyrics from movie Turning 30. Sapney song sung by Suhaas Shetty. Sapney Song Composed by . Sapney Song Lyrics was Penned by Harsh Chhaya. Turning 30 movie cast in the lead role actor and actress. Turning 30 movie released on 2011

Sapney Song Lyrics - Turning 30 - Deeplyrics

Latest Songs

Latest Movies

Most Liked Movies