Teri Yaad Mein | |||
---|---|---|---|
Starring | |||
Movie | Apne Apne | ||
Music By | |||
Lyric By | Gulshan Bawra | ||
Singers | Zack Knight, Amit Kumar | ||
Year | 1987 |
Teri Yaad Mein Neend Na Aayi
Arey Jag Ke Raat Bitayi
Teri Yaad Mein Neend Na Aayi
Arey Jag Ke Raat Bitayi
Aise To Kabhi Huya Na
Ye Baat Samjh Na Aayi
Hota Hain Hota Hain
Pyar Mein Aisa Hota
Hota Hain Hota Hain
Pyar Mein Aisa Hota
Tune Yun Aankh Milayi
Main Sapne Mein Ghabarayi
Aise To Kabhi Huya Na
Ye Baat Samjh Na Aayi
Hota Hain Hota Hain
Pyar Mein Aisa Hota
Hota Hain Hota Hain
Pyar Mein Aisa Hota
Lakho Mein Ek Tu Hain Achha
Jo Dil Me Bas Gayi Hain Oo Ho
Kismat Mein Jo Likhu Hain Aa
Ha Lagata Hain Tu Wahin Hain
Tune Kya Baat Baatayi Main
Maan Hi Maan Sharmayi
Aise To Kabhi Huya Na
Ye Baat Samjh Na Aayi
Hota Hain Hota Hain
Pyar Mein Aisa Hota
Hota Hain Hota Hain
Pyar Mein Aisa Hota
Wada Ye Tujhe Karna Hai Kya
Mera Hi Hoke Rahana Tu
Manugi Tera Kahana Main
Manega Mera Kahana Tu
Dil Se Aawaj Ye Aayi Kya
Ab Ek Pal Nahin Judayi
Aise To Kabhi Huya Na
Ye Baat Samjh Na Aayi
Hota Hain Hota Hain
Pyar Mein Aisa Hota
Hota Hain Hota Hain
Pyar Mein Aisa Hota
Teri Yaad Mein
Neend Na Aayi
Arey Jag Ke Raat Bitayi
Aise To Kabhi Huya Na
Ye Baat Samjh Na Aayi
Hota Hain Hota Hain
Pyar Mein Aisa Hota
Hota Hain Hota Hain
Pyar Mein Aisa Hota
To Hone Do Na Kya
Farak Padata Hain.
Teri Yaad Mein Song Lyrics from movie Apne Apne. Teri Yaad Mein song sung by Zack Knight, Amit Kumar. Teri Yaad Mein Song Composed by . Teri Yaad Mein Song Lyrics was Penned by Gulshan Bawra. Apne Apne movie cast in the lead role actor and actress. Apne Apne movie released on 1987