Zindagi Hai To Maut Aayegi

Starring
Movie Agnipankh
Music By
Lyric By Pritam Chakraborty
SingersHariharan
Year 2004

Zindagi Hai To Maut Aayegi Lyric In English

Zindagi Hai To Maut Aayegi
Zindagi Fir Bhi Muskurayegi
Kaise Jeena Hai Kaise Marna Hai
Faisla Iska Khud Ko Karna Hai
Balidani Watan Pe Amar Ho Gaye
Hai Naman Apna Aise Veero Ko
Zindagi Hai To Maut Aayegi
Zindagi Phir Bhi Muskurayegi
Kaise Jeena Hai Kaise Marna Hai
Faisla Iska Khud Ko Karna Hai
Balidani Watan Pe Amar Ho Gaye
Hai Naman Apna Aise Veero Ko


Koi Jaati Nahi Koi Bhasha Nahi
Desh Ko Sabse Upar Ye Mane
Na Ye Hindu Hai
Na Ye Musalmaan Hai
Kudh Ko Bharat Ki Santan Jane
Yehi Janni Hai Yehi Mata Hai
Desh Hi Inka Vidata Hai
Desh Pe Marna Jisko Aata Hai
Bagyashali Vo Kahelata Hai
Balidhani Vatan Pe Amar Ho Gaye

Hai Naman Apna Aise Veero Ko


Jab Seemao Pe Aaye Sankat Kahi
In Hi Veero Ne Inko Mitaya
Apni Shakti Hai Kya
Apna Sahas Hai Kya
Inhi Veero Ne Jag Ko Dikhaya
Is Himalaya Ka Man Inse Hai
Ganga Jamana Ki Shan Inse Hai
Koti Koti Me Pran Inse Hai
Jan Gan Man Ka Gaan Inse Hai
Balidani Watan Pe Amar Ho Gaye
Hai Naman Apna Aise Viro Ko


Zindagi Hai To Maut Aayegi
Zindagi Phir Bhi Muskurayegi
Kaise Jeena Hai Kaise Marna Hai
Faisla Iska Khud Ko Karna Hai
Balidani Watan Pe Amar Ho Gaye
Hai Naman Apna Aise Veero Ko
Hai Naman Apna Aise Veero Ko
Hai Naman Apna Aise Veero Ko.

Zindagi Hai To Maut Aayegi Song Lyrics from movie Agnipankh. Zindagi Hai To Maut Aayegi song sung by Hariharan. Zindagi Hai To Maut Aayegi Song Composed by . Zindagi Hai To Maut Aayegi Song Lyrics was Penned by Pritam Chakraborty. Agnipankh movie cast in the lead role actor and actress. Agnipankh movie released on 2004

Zindagi Hai To Maut Aayegi Song Lyrics - Agnipankh - Deeplyrics

Latest Songs

Latest Movies

Most Liked Movies