Aaj Pandrah August Hai

Movie Clerk
Lyric By Manoj Kumar
SingersLata Mangeshkar, Mahendra Kapoor
Year 1989

Jhoom Jhoom Kar Gaao Re
Jhoom Jhoom Kar Gaao Re
Jhoom Jhoom Kar Gaao Re
Masti Mein Sab Aao Re
Masti Mein Sab Aao Re


Mast Hai Dharti
Aakash Bhi Mast Hain
Aur Kisi Ki Baat Kya Karni
Masti Bhi Kudh Masti Hain
Ha Masti Bhi Kudh Mast Hain


Ho O Aaj Mili Thi Maa Ko Aajadi
Aaj Mili Thi Maa Ko Aajadi
Jhoom Ke Gaao Dilwalo
Aaj Pandraha,Aaj Pandraha
Aaj Pandraha,Aaj Pandraha
Pandraha August Hain
Pandraha August Hain
Pandraha August Hain


Jhoom Jhoom Kar Gaao Re Gaao Re
Jhoom Jhoom Kar Gaao Re Gaao Re


Tha Aaj Ka Suraj Chanda Jaisa
Aur Aaj Ka Chanda Suraj Jaisa
Tha Aaj Ka Suraj Chanda Jaisa
Aur Aaj Ka Chanda Suraj Jaisa
Hain Aaj Ki Har Baat Anokhi
Hain Aaj Ki Har Baat Anokhi
Sab Raato Se Ye Baat Anokhi
Isliye To Kahte Hain


Jhoom Ke Gaao Dilwalo Matwalo
Aaj Pandraha,Aaj Pandraha
Pandraha August Hain
Pandraha August Hain
Pandraha August Hain
Jhoom Jhoom Kar Gaao Re
Jhoom Jhoom Kar Gaao Re


Kesri Safed Aur Hara Hain
In Rango Se Hain Desh Bara
Kesri Safed Aur Hara Hain
In Rango Se Hain Desh Bara

Ye Rang Hain O Ye Rang Hain
Itne Anokhe
Kabhi Na De Ye Kisi Ko Dhokhe
Isliye To Kahte Hai Jhoom Ko Gaao
Jhoom Ke Gaao Dilwalo Matwalo
Aaj Pandraha,Aaj Pandraha
Pandraha August Hain
Pandraha August Hain
Pandraha August Hain
Jhoom Jhoom Kar Gaao Re
Jhoom Jhoom Kar Gaao Re


Aazadi Ke Liye Humne Kya Khoya
Gandhi,Nehru,Subash Bhi Roya
Baghat, Rajguru Aue Sukh Dev
Humne Kaise Khelo Ko Khoya
Khelo Ko Khoya
Lala Lajpat Rai Aur Tilak Ne
Mahrana Partaap Aur Shivaji Ne
Apne Khoon Mein Khud Ko Duboya
Unke Liye Saara Dekh Roya
Unke Liye Saara Dekh Roya


Jin Ne Tha Gulami Ka Bojh Tha Dhoya
Jin Ne Tha Gulami Ka Bojh Tha Dhoya
Unke Liye Bisham Sing Asfak Bhi Roya
Asfak Bhi Roya,Asfak Bhi Roya
Maati Uthakar Tilak Lagao
Teen Rango Ki Shama Jalao
Maati Uthakar Tilak Lagao
Teen Rango Ki Shama Jalao


Teen Rango Se Hain Ye Tiranga
Teen Rango Se Hain Ye Tiranga
Har Bharat Wasi Iss Ka Patana
Har Bharat Wasi Iss Ka Patana


Isliye To Kahte Hain
Jhoom Ke Gaao Dilwalo Matwalo
Aaj Pandraha,Aaj Pandraha
Pandraha August Hain
Pandraha August Hain
Pandraha August Hain
Pandraha August Hain
Pandraha August Hain.

Aaj Pandrah August Hai Song Lyrics from movie Clerk. Aaj Pandrah August Hai song sung by Lata Mangeshkar, Mahendra Kapoor. Aaj Pandrah August Hai Song Composed by . Aaj Pandrah August Hai Song Lyrics was Penned by Manoj Kumar. Clerk movie cast in the lead role actor and actress. Clerk movie released on 1989

Aaj Pandrah August Hai Song Lyrics - Clerk - Deeplyrics

Latest Songs

Latest Movies