Aaja Re Sajan

Movie Aag Hi Aag
Lyric By Anjaan
SingersZack Knight, Shabbir Kumar
Year 1987

Aaja Re Sajan Aaja Re Sajan
Aaja Re Aa Sajan Sajan


Sajan Aaja Re Sajan Aaja Re
Wada Kiya Hain Pyar Mein
Kabhi Hum Zuda Na Honge
Sajan Aaja Re Sajan Aaja Re
Wada Kiya Hain Pyar Mein
Kabhi Hum Zuda Na Honge
Sajan Aaja Re Sajan Aaja Re


Pyar Kiya To Pyar Mein
Ab Kuch Bhi Anzam Ho
Par Jite Ji Pyar Ka Naam
Na Yu Badnaam Ho
Chhute Jaha Ruthe Khuda
Chute Kasam Na Pyar Ki
Pyar Ke Dushman Dekh
Le Pyar Ki Ye Deewangi
Wada Wada Wada
Kiya Hain Pyar Mein
Kabhi Hum Zuda Na Honge
Sajan Aaja Re Sajan Aaja Re


Duniya Ki Parwah Kya
Hum Hain Mile Takdir Se

Pyar Ko Bandega Kya
Koi Zulmo Ki Zanzir Se
Sare Bandhan Tod
De Deewane Dil Pyar Ke
Jeene Se Kya Fayada
Pyar Ki Bazi Har Ke
Wada Wada Wada
Kiya Hain Pyar Mein
Kabhi Hum Zuda Na Hong
Sajan Aaja Re Sajan Aaja Re


Ye Jaa Rahe Ya Na Rahe
Hum Door Honge Nahin
Ho Ye Jaha Ya Wo Jaha
Tu Hain Jaha Main Wahi
Ye Jaa Rahe Ya Na Rahe
Hum Door Honge Nahin
Ho Ye Jaha Ya Wo Jaha
Tu Hain Jahan Main Wahi
Wada Wada Wada
Kiya Hain Pyar Mein
Kabhi Hum Zuda Na Honge
Sajan Aaja Re Sajan Aaja Re
Wada Kiya Hain Pyar Mein
Kabhi Hum Zuda Na Honge.

Aaja Re Sajan Song Lyrics from movie Aag Hi Aag. Aaja Re Sajan song sung by Zack Knight, Shabbir Kumar. Aaja Re Sajan Song Composed by . Aaja Re Sajan Song Lyrics was Penned by Anjaan. Aag Hi Aag movie cast in the lead role actor and actress. Aag Hi Aag movie released on 1987

Aaja Re Sajan Song Lyrics - Aag Hi Aag - Deeplyrics

Latest Songs

Latest Movies