Bandagi Ko Tu Bandagi

Movie Hostel
Lyric By Virag Mishra
SingersVirag Mishra
Year 2011

Arth Ka Anarth Karke
Vyarth Yuhi Zindagi Chali
Kal Mein Thoos Kar Ke Wish
Bhavvishya Ki Phir Chita Jali
Maar Kar Zameer Ko
Zameen Pe Dhas Gaya Hai Jo
Sharir Uska Jal Gaya
Kankaal Jaisa Ho Gaya Hai Vo
Is Gandgi Ko Tu Bandagi
Samjh Ke Saaf Kar
Is Gandgi Ko Tu Bandagi
Samjh Ke Saaf Kar
Saap Ke Zehar Se Dosti Ka Dank Le Raha Hai Jo
Wo Faand Faand Chil Gaya
Kankaal Jaisa Ho Gaya Hai Vo
Is Gandgi Ko Tu Bandagi
Samjh Ke Saaf Kar
Is Gandgi Ko Tu Bandagi
Samjh Ke Saaf Kar
Ye Yuddh Hai, Sahi Galat
Kuch Toh Yaar Fassla Saho
Kisi Mein Aage Badh Ke Laat
Maarne Ka Hausla Toh Ho
Jo Gir Ke Uth Gaya Wohi Hai Veer,

Toh Jeet Usi Ki Hai
Paap Ki Patang Kat Hi Jaaye,
Reet Ye Jagat Ki Hai
Iss Gandagi Ko Tu Bandagi
Samajh Ke Saaf Kar
Ab Sehan Ki Shakti Chadd
Paar Karke Uss Taraf Gayi
Khoon Se Chalo Likhey
Koi Kahani Ab Nayi Nayi
Iss Gandagi Ko Tu Bandagi
Samajh Ke Saaf Kar Kar
Iss Gandagi Ko Tu Bandagi
Samajh Ke Saaf Kar
Hawa Mein Ghul Raha Zeher
Hai Saans Saans Maangne Lagi
Vinaash Ki Priwarti Har
Gali Mein Aag Taanne Lagi
Siyar Hai Vazeer Lomadi Ke Haath Takht Aa Gaya
Ab Baarishon Mein Bheegne Chale,
Toh Tan Pe Rakt Aa Gaya
Iss Gandagi Ko Tu Bandagi
Samajh Ke Saaf Kar
Iss Gandagi Ko Tu Bandagi
Samajh Ke Saaf Kar

Bandagi Ko Tu Bandagi Song Lyrics from movie Hostel. Bandagi Ko Tu Bandagi song sung by Virag Mishra. Bandagi Ko Tu Bandagi Song Composed by . Bandagi Ko Tu Bandagi Song Lyrics was Penned by Virag Mishra. Hostel movie cast in the lead role actor and actress. Hostel movie released on 2011

Bandagi Ko Tu Bandagi Song Lyrics - Hostel - Deeplyrics

Latest Songs

Latest Movies