Banna Mera Aaya Hariyala

Movie Radha Ka Sangam
Lyric By Shaily Shailender
SingersAnuradha Paudwal, Kumar Sanu
Year 1992

Banna Mera Aaya Hariyala Banna Aaya
Banna Mera Aaya Hariyala Banna Aaya
Banna Mera Aaya Hariyala Banna Aaya
Koi Aaye To Sahi Pyar Ki Duniya Lekar
Haye Ram Kasam Mar Jaukoi Aaye To Sahi
Pyar Ki Duniya Lekar Haye Ram Kasam Mar
Jau Koi Aaye To Sahi


Lo Aa Gaye Hain Kya Hain Irada
Gabrana Kaisa Sang Chalo Radha
Lo Aa Gaye Hain Kya Hain Irada
Gabrana Kaisa Sang Chalo Radha
Lo Aa Gaye Hai Koyal Kali Badal Kale
Kanha Ka Man Bhi Kala
Main To Bijuliya Hoon Badal Banu Kyu
Tan Kyu Apna Kala Koyal Kali
Badal Kale Kanha Ka Man Bhi Kala
Mai To Bijuliya Hoon Badal Banu Kyu
Tan Kyu Apna Kala
Sunan Mila La Sunan Mila La
Sunan Mila La Sunan Mila La
Humne Tumhe Pasand Kiya
Kya Bura Kiya Haye Kya Bura Kiya
Humne Tumhe Pasand Kiya
Kya Bura Kiya Haye Kya Bura Kiya
Aankho Me Apni Ban Kiya
Kya Bura Kiya Haye Kya Bura Kiya
Pathar Ke Dil Mein Dal Di
Ulfat Ki Dhadkane Pathar Ke
Dil Me Dal Di Ulfat Ki Dhadkane
Pathar Ko Dardmand Kiya
Kya Bura Kiya Haye Kya Bura Kiya
Humne Tumhe Pasand Kiya
Kya Bura Kiya Haye Kya Bura Kiya


Peepal Ke Patva Pe Likh Di Dil Ki Baat
Peepal Ke Patva Pe Likh Di Dil Ki Baat
Aayi Hai Hawaye Leke Piya Ji Ke Taar
Peepal Ke Patva Pe Likh Di Dil Ki Baat
Aayi Hai Hawaye Leke Piya Ji Ke Taar
Peepal Ke Patva Pe Ho Ji O
Pyara Sandesh Mujhe Mil To Gaya Hain
Sehre Ka Phool Mere Khil To Gaya Hain
Pyara Sandesh Mujhe Mil To Gaya Hain
Sehre Ka Phool Mere Khil To Gaya Hain
Itna Bata De Aau Milne Kaha Par
Ya Iss Zameen Par Ya Aasman Par
Ya Iss Zameen Par Ya Aasman Par
Sanware Aayi Jaiyo Sanware Aayi Jaiyo

Sanware Aayi Jaiyo Jamuna
Kinare Mere Ganv Mera Ganv
Sanware Aayi Jaiyo Sanware Aayi Jaiyo
Sanware Aayi Jaiyo Sanware Aayi Jaiyo
Jamuna Kinare Mere Ganv Mera Ganv
Sanware Aayi Jaiyo Sanware Aayi Jaiyo
Sanware Aayi Jaiyo Aayi Jaiyo Aayi Jaiyo
Dil Ka Sahara Tera Pyar
Tera Pyar Tera Pyar Hain
Mujhko Ganwara Intazaar
Intazaar Intazaar Hain
Dil Ka Sahara Tera Pyar
Tera Pyar Tera Pyar Hain


Kuch Log Duniya Mein Naseeb Le
Ke Aate Hai Baki Yu Hi Aate Hai
Aur Yu Hi Chale Jate Hain
Kuch Log Duniya Mein
Nasib Le Ke Aate Hain
Baki Yun Hi Aate Hain
Aur Yu Hi Chale Jate Hain
Baki Yun Hi Aate Hain
Aur Yu Hi Chale Jate Hain
Jane Kab Aate Hain
Jane Kab Jate Hain
Chand Log Duniya Mein
Baki Yun Hi Aate Hain
Aur Yun Hi Chale Jate Hain
Marke Bhi Laut Aayenge
Hum Yaar Ke Liye
Marke Bhi Laut Aayenge
Hum Yaar Ke Liye
Ek Janam Kam Hain
Sanam Pyar Ke Liye
Ek Janam Kam Hain
Sanam Pyar Ke Liye
Marke Bhi Laut Aayenge
Hum Yaar Ke Liye
Marke Bhi Laut Aayenge
Hum Yaar Ke Liye


Is Paar Nahin To Phir
Us Paar Milenge Hum
So Baar Bichad Ke Bhi
Ek Baar Milenge Hum
Is Paar Nahin To Phir
Us Paar Milenge Hum
So Baar Bichad Ke Bhi
Ek Baar Milenge Hum.

Banna Mera Aaya Hariyala Song Lyrics from movie Radha Ka Sangam. Banna Mera Aaya Hariyala song sung by Anuradha Paudwal, Kumar Sanu. Banna Mera Aaya Hariyala Song Composed by . Banna Mera Aaya Hariyala Song Lyrics was Penned by Shaily Shailender. Radha Ka Sangam movie cast in the lead role actor and actress. Radha Ka Sangam movie released on 1992

Banna Mera Aaya Hariyala Song Lyrics - Radha Ka Sangam - Deeplyrics

Latest Songs

Latest Movies