Chhama Chham Chhai Chhai

Movie Suhaagan
Lyric By Indeevar
SingersZack Knight, Ustad Rashid Khan
Year 1986

Chhama Chham Chhai Chhai
Nache Ta Tha Thai Thai
Chhama Chham Chhai Chhai
Nache Ta Tha Thai Thai
Chori Chori Ladke Se Ladki Mili
Surajmukhi Jaisi Ladki Khili
Chori Chori Ladke Se Ladki Mili
Surajmukhi Jaisi Ladki Khili
Pyar Ka Rang Ye Maine Dekha Naya
Tere Haatho Mein Hi Haath Mera Likha
Dayya Dayya Dayya Dayya Dai
Chhama Chham Chhai Chhai
Nache Ta Tha Thai Thai
Chhama Chham Chhai Chhai
Nache Ta Tha Thai Thai


Gore Ango Se Sato Rango Se
Mehandi Ka Rang Pyara Pyara
Tere Labo Ki Lali Nirali
Rangi Hua Nazara Nazara
Deewani Ho Gayi
Nashe Mein Kho Gayi
Teri Gulabi Baato Mein Baato Mein
Mahfil Mein Aa Gayi Aate Hi Cha Gayi
Aayi Chamak Sabki
Aankho Mein Aankho Mein
Dayya Dayya Dayya Dayya Dai
Chhama Chham Chhai Chhai
Nache Ta Tha Thai Thai
Chhama Chham Chhai Chhai

Nache Ta Tha Thai Thai


Pyari Tu Sabki Ladki Gazab Ki
Lakho Mein Tu Akeli Akeli
Raato Ki Jagi Dil Tera Mange
Har Kuwari Ki Hatheli Hatheli
Tere Khyalo Mein Tere Sawalo Mein
Duba Rahe Dil Mera Dil Mera
Teri Hi Raho Mein Teri Hi Baho Mein
Uljha Rahe Dil Mera Dil Mera
Dayya Dayya Dayya Dayyya Dai
Chhama Chham Chhai Chhai
Nache Ta Tha Thai Thai
Chhama Chham Chhai Chhai
Nache Ta Tha Thai Thai


Chori Chori Ladke Se Ladki Mili
Surajmukhi Jaisi Ladki Khili
Chori Chori Ladke Se Ladki Mili
Surajmukhi Jaisi Ladki Khili
Pyar Ka Rang
Ye Maine Dekha Naya
Tere Haatho Mein Hi
Haath Mera Likha
Dayya Dayya Dayya Dayya Dai
Chhama Chham Chhai Chhai
Nache Ta Tha Thai Thai
Chhama Chham Chhai Chhai
Nache Ta Tha Thai Thai.

Chhama Chham Chhai Chhai Song Lyrics from movie Suhaagan. Chhama Chham Chhai Chhai song sung by Zack Knight, Ustad Rashid Khan. Chhama Chham Chhai Chhai Song Composed by . Chhama Chham Chhai Chhai Song Lyrics was Penned by Indeevar. Suhaagan movie cast in the lead role actor and actress. Suhaagan movie released on 1986

Chhama Chham Chhai Chhai Song Lyrics - Suhaagan - Deeplyrics

Latest Songs

Latest Movies