Deewane Yeh Ladke

Movie Aasoo Bane Angaarey
Lyric By
SingersKavita Krishnamurthy, Amit Kumar
Year 1993

Deewane Ye Ladke
Kudio Pe Marte Hai
Kudio Jaise Fashion
Dekho Ye Karte Hai
Kano Mein Ye Bali Dekho
Chal Uspe Matwali Dekho
Bekar Hai Koi Kam
Karte Na Dharte Hai
Gap Shap Mein In Logo Ke
Din Rat Gujarte Hai


Is Nayi Gali Ke Ladko Ki
Kudio Ki Tarah Hi Murat Hai
Kya Khub Safa Chat Muche Hai
Kya Chikni Chikni Surat Hai
Ye Gal Gulabi Hai Inke
Ye Bal Bhi Lambe Hai
Koi Mardo Jaise Bat Nahi
Ye Chalte Firte Khambe Hai
Are Jab Dekho In Chikno Ko
Ye Hamse Ladte Hai
Apne Maa Bap Ki Daulat Pe
Kammbaksht Akadte Hai


Deewani Ye Kudiya
Ladko Pe Marti Hai
Isiliye Ladko Ki Ye Copy Karti Hai
Kate Hue Ye Bal Dekho

Tedhi Medhi Ye Chal Dekho
Ladke Hai Aage Aage
Ye Piche Chalti Hai
Hum Kyu Na Inko Chede
Ye Hamse Jalti Hai


Ladko Ki Tarah Hi Ye Kudiya
Peeti Hai Peelati Hai
Sare Aam Ye Sigrate Fukti Hai
Phir Kya Kya Nakhre Dikhati Hai
Ye Cap Lagati Hai Dekho
Ye Jean Inhone Pahni Hai
Aurat Ki Tarah Sadi Pahne
Ye Bat Hame Bas Kahni Hai
Ye Jan Bujh Ke Ulte Hi
Rashto Pe Chalti Hai
Khati Hai Jab Thokar To
Hatho Ko Malti Hai
Deewane Ye Ladke
Kudio Pe Marte Hai
Isiliye Ladko Ki Ye Copy Karti Hai
Kano Me Ye Bali Dekho
Tedhi Medhi Ye Chal Dekho
Bekar Hai Koi Kam
Karte Na Dharte Hai
Hum Kyu Na Inko Chede
Ye Hamse Jalti Hai.

Deewane Yeh Ladke Song Lyrics from movie Aasoo Bane Angaarey. Deewane Yeh Ladke song sung by Kavita Krishnamurthy, Amit Kumar. Deewane Yeh Ladke Song Composed by . Deewane Yeh Ladke Song Lyrics was Penned by . Aasoo Bane Angaarey movie cast in the lead role actor and actress. Aasoo Bane Angaarey movie released on 1993

Deewane Yeh Ladke Song Lyrics - Aasoo Bane Angaarey - Deeplyrics

Latest Songs

Latest Movies