Dheere Dheere Kholungi Main

Movie Marte Dam Tak
Lyric By Ravindra Jain
Singers
Year 1987

Dhire Dhire Kholungi Main
Sare Raz Badan Ke
Dhire Dhire Kholungi Main
Sare Raz Badan Ke
Dil Pe Tere Gerungi Main Bijli
Bijli Ban Ke Ban Ke
Dhire Dhire Kholungi Main
Sare Raz Badan Ke


Jitne Khazane Pas Hai Mere
Sab Ka Tujhe Pata Dungi
Bat Kisi Ko Jo Na Batayi
Tujhko Aaj Bata Dungi
Kar Le Zara Dil Pe Kabu
Chalne To De Pyar Ka Jadu
Khud Chali Aaungi Main


Pas Apne Dushman Ke
Dhire Dhire Kholungi Main
Sare Raz Badan Ke
Dil Pe Tere Gerungi Main Bijli

Bijli Ban Ke Ban Ke
Dhire Dhire Kholungi Main
Sare Raz Badan Ke


Teri Nazar Ke Liye Main Koi Raz Hoon
Husn Hoon Ishq Ke Hath Ka Taz Hoon
Pyasi Nazar Se Pyasi Nazar Ko
Tujhe Le Aayi Hoon
Ghar Mein Rahne Ki Rut Nahi Tujhe
Ghar Se Lene Aayi Hoon


Dharti Pe Badal Barse
Hum Tum Kyu Pyar Se Tarse
Chal Kahi Chal Lele
Aaj Maze Sawan Ke
Chal Kahi Chal Lele
Aaj Maze Sawan Ke
Dil Pe Tere Gerungi Main Bijli
Bijli Ban Ke Ban Ke.


Dheere Dheere Kholungi Main Song Lyrics from movie Marte Dam Tak. Dheere Dheere Kholungi Main song sung by . Dheere Dheere Kholungi Main Song Composed by . Dheere Dheere Kholungi Main Song Lyrics was Penned by Ravindra Jain. Marte Dam Tak movie cast in the lead role actor and actress. Marte Dam Tak movie released on 1987

Dheere Dheere Kholungi Main Song Lyrics - Marte Dam Tak - Deeplyrics

Latest Songs

Latest Movies