Ek Haseena Thi

Movie Karzzzz
Lyric By Sanjay Dutt
SingersBipin Das, Himesh Reshammiya
Year 2008

Aaj Iss Mubarak Mauke Par,
Mein Aap Logon Ko,
Meri Aur Kamini Ki Daastan Sunana Chahta Hu,
Mohabbat Ki Daastan..


Ek Haseena Thi, Ek Deewana Tha,
Kya Umar, Kya Sama,
Kya Zamana Tha,
Aaaaa….


Heyy..heyyy..heyy..
La La La La La La…


Ek Haseena Thi, Haseena Thi,
Ek Deewana Tha, Deewana Tha,
Kya Umar, Kya Sama,
Kya Zamana Tha,
Aaaaa….


[Ek Din Wo Mile,
Roz Milne Lage]- 2 Times
Phir Mohabbat Hui, Bass Qayamat Hui,
Sunn Ke Yeh Daastan, Kho Gaye Tum Kahan?
Loge Hairaan Hain, Kyunki Anjaan Hain,
Ishq Ki Woh Gali, Baat Jiskli Chali,
Uss Gali Mein, Mera Aana, Jaana Tha…
Ek Haseena Thi, Ek Deewana Tha,
Kya Umar Thi, Kya Sama Tha,
Kya Zamana Tha,
Ek Haseena Thi, Ek Deewana Tha..




[Uss Hasin Ne Kaha,

Suno Jaane Wafa] – 2 Times
Yeh Falak, Yeh Zameen,
Tere Bin Kuch Nahi,
Tujhpe Marti Hu Mein,
Pyaar Karti Hu Mein,
Tere Bin Zindagi, Kuch Nahi, Kuch Nahi,
Aashiqui Mein Unka Aalam, Kya Suhana Tha..
Ek Haseena Thi, Ek Deewana Tha,
Kya Umar Thi, Kya Sama Tha,
Kya Zamana Tha,
Ek Haseena Thi, Ek Deewana Tha..


Bewafa Yaar Ne,
Apne Mehboob Se,
Aisa Dhokha Kiya – 3 Times
Zehar Usko Diya- 3 Times


Marr Gaya Wo Jawan,
Marr Gaya Wo Jawan,
Ab Suno Daastan,
Janm Leke Kahin,
Fir Wo Pahucha Wahin,
Shakal Anjaan Thi,
Akal Hairaan Thi,
[Saamna Jab Hua,
Phir Wahi Sab Hua]- 2 Times
Uspe Yeh Karz Tha,
Uska Yeh Karz Tha,
Karz To Farz Apna Chukana Tha,
Hoo..hooo Hoo..
La La La La La La…
Hey Hey Hey Hey..
La La La La La La…

Ek Haseena Thi Song Lyrics from movie Karzzzz. Ek Haseena Thi song sung by Bipin Das, Himesh Reshammiya. Ek Haseena Thi Song Composed by . Ek Haseena Thi Song Lyrics was Penned by Sanjay Dutt. Karzzzz movie cast in the lead role actor and actress. Karzzzz movie released on 2008

Ek Haseena Thi Song Lyrics - Karzzzz - Deeplyrics

Latest Songs

Latest Movies