Hai Zaroori

Movie Noor
Lyric By Ruchit H Patel
SingersGeet Sagar
Year 2017

Kabhi Kabhi Lage Yehi,
Jo Hona Tha Hua Wohi,
Badalna Bhi Hawa Ka,
Hai Zaroori,


Kabhi Kabhi Lage Yehi,
Jo Milna Tha Mila Wohi,
Bikharna Bhi Duaon Ka,
Hai Zaroori,


Kisi Ke Waaste Kahan,
Zameen Pe Aaya Aasman,
Yeh Dooriyan Rahin Bas,
Dooriyan,


Ke Chori Chori Chupke Se Chupke Se Rona,
Hai Zaroori,
Ke Paani Paani Akhiyon Ka Akhiyon Ka Hona,
Hai Zaroori,


Reh Gayi Arzoo Ik Adhoori,
Ke Kabhi Kabhi Aisa Bhi Aisa Bhi Hona,
Hai Zaroori,




 
Nasamajh The Hum,
Jo Yeh Bhi Na Samjhe,
Waqt Aane Par,
Sab Badalte Hain,


Manzilein Kya Hain,
Aur Raaste Kya Hain,
Log Pal Bhar Mein,
Yahan Rab Badalte Hain,


Kisi Ke Waaste Kahan,
Kinaare Aayein Kashtiyan,
Yeh Dooriyan Rahin Bas,

Dooriyan,


Ke Chori Chori Chupke Se Chupke Se Rona,
Hai Zaroori,
Ke Paani Paani Akhiyon Ka Akhiyon Ka Hona,
Hai Zaroori,


Reh Gayi Arzoo Ik Adhoori,
Ke Kabhi Kabhi Aisa Bhi Aisa Bhi Hona,
Hai Zaroori,




 
Muskurane Ke,
Kitne Bahane The,
Phir Bhi Ankhon Ne,
Kyun Nami Chun Li,


Dil Ki Baatein Toh,
Sab Aasman Mein Thi,
Hum Hi Pagal The,
Iss Dil Ki Jo Sun Li,


Kisi Ke Waaste Kahan,
Mili Hai Raat Se Subah,
Ke Dooriyan Rahin Bas,
Dooriyan,


Ke Chori Chori Chupke Se Chupke Se Rona,
Hai Zaroori,
Ke Paani Paani Akhiyon Ka Akhiyon Ka Hona,
Hai Zaroori,


Reh Gayi Arzoo Ik Adhoori,
Ke Kabhi Kabhi Aisa Bhi Aisa Bhi Hona,
Hai Zaroori,




 

Hai Zaroori Song Lyrics from movie Noor. Hai Zaroori song sung by Geet Sagar. Hai Zaroori Song Composed by . Hai Zaroori Song Lyrics was Penned by Ruchit H Patel. Noor movie cast in the lead role actor and actress. Noor movie released on 2017

Hai Zaroori Song Lyrics - Noor - Deeplyrics

Latest Songs

Latest Movies