Haseena Gori Gori

Movie Tarazu
Lyric By Sanjay Dutt
SingersRohit Sharma, Yash Narvekar
Year 1997

Haseena Gori Gori
Haseena Gori Gori Churaye Dil Mera
Bina Puche Chori Chori
O Meri Chatpati Mere Bas Mein Nahi Arman
Meri Aankhe Ab Har Din Dekhe Naya Sapna
Deewana Bhola Bhala
Deewana Bhola Bhala
Jiya Pe Mere Dekho
Bina Puche Daka Dala
Na Mane Bairi Piya
Na Mane Wo To Mera Koi Kahna
Main To Chahu Ab Isi Pal
Usko Bana Lu Apna


Bhiga Bhiga Ye Sama Ye Maujo Ka Shor
Aise Mein Chalta Nahi Aashik Dil Pe Jor
Are Bhiga Bhiga Ye Sama Ye Maujo Ka Shor
Aise Mein Chalta Nahi Aashik Dil Pe Jor
Tere Dil Ke Jaisa Hai Mere Dil Ka Hal
Bikhre Bikhre Geshu
Hai Bahki Bahki Chal

Haseena Gori Gori
Haseena Gori Gori Churaye Dil Mera
Bina Puche Chori Chori
O Meri Chatpati Mere Bas Mein Nahi Arman
Meri Aankhe Ab Har Din Dekhe Naya Sapna


Tere Mithe Mithe Sapno Me Kho Jau
Sine Pe Sar Rakh Ke
Dil Jani Sau Jau
Tere Mithe Mithe Sapno Mein Kho Jau
Sine Pe Sar Rakh Ke
Dil Jani Sau Jau
Aa Tere Galo Pe Main Likh Doon Mera Nam
Tere Hotho Se Main
Pee Lu Chahat Ka Jam
Haseena Gori Gori
Haseena Gori Gori Churaye Dil Mera
Bina Puche Chori Chori
O Meri Chatpati Mere Bas Mein Nahi Arman
Meri Aankhe Ab Har Din Dekhe Naya Sapna.

Haseena Gori Gori Song Lyrics from movie Tarazu. Haseena Gori Gori song sung by Rohit Sharma, Yash Narvekar. Haseena Gori Gori Song Composed by . Haseena Gori Gori Song Lyrics was Penned by Sanjay Dutt. Tarazu movie cast in the lead role actor and actress. Tarazu movie released on 1997

Haseena Gori Gori Song Lyrics - Tarazu - Deeplyrics

Latest Songs

Latest Movies