Hum Karke Pyar

Movie Deshdrohi
Lyric By Kamaal Rashid
SingersBipin Das, Akhil Sachdeva
Year 2008

Hum Karke Pyar Pachhtaaye Oy Oy Oy Oy
Hum Karke Pyar Pachhtaaye Oy,
Yeh Ishq Bada Tadpaaye Oy
Hum Karke Pyar Pachhtaaye Oy,
Yeh Ishq Bada Tadpaaye Oy
Yeh Darling, Yeh Darling
Yeh Darling Toh Paas Hi Na Aaye Oye
Yeh Darling Toh Paas Hi Na Aaye Oye
Hum Karke Pyar Pachhtaaye Oy,
Aise Aashiqo Se Allah Hi Bachaaye Oy
Hum Karke Pyar Pachhtaaye Oy,
Aise Aashiqo Se Allah Hi Bachaaye Oy
Yeh Majnu, Yeh Majnu
Yeh Majnu Toh Dur Hi Na Jaaye Oye


Sheesha Pattharon Se Jaake Takaraaya Hai
Kaisi Jaan-E-Mann Se Maine Dil Lagaaya Hai
Yaaro Bhul Ke Bhi Aashiqui Na Karana
Maine Aashiqui Mein Bada Dukh Paya Hai
Kaash Inko Bhi Akal Aa Jaaye Oy Oy Oy Oy
Kaash Inko Bhi Akal Aa Jaaye Oy,
Yeh Ishq Bada Tadpaaye Oy
Hum Karke Pyar Pachhtaaye Oy,
Yeh Ishq Bada Tadpaaye Oy
Yeh Darling, Yeh Darling

Yeh Darling Toh Paas Hi Na Aaye Oye


Yeh Woh Aashiq Hai Jo Pahele Dil Lagaate Hai
Phir Pyaar Ko Tamaasha Bhi Banaate Hai
Soniyo Aise Aashiqo Se Dur Hi Rehana
Sirf Dhoka Hai Inaka I Love You Kehana
Besharmo Ko Sharm Na Aaye Oy Hoy Hoy Hoy
Besharmo Ko Sharm Na Aaye Oy,
Aise Aashiqo Se Allaah Hi Bachaaye Oy
Hum Karke Pyaar Pachhataaye Oy,
Aise Aashiko Se Allaah Hi Bachaaye Oy
Yeh Majnu, Yeh Majnu
Yeh Majnu Toh Dur Hi Na Jaaye Oye
Yeh Majnu Toh Dur Hi Na Jaaye Oye
Hum Karke Pyar Pachhtaaye Oy,
Yeh Ishq Bada Tadpaaye Oy
Hum Karke Pyar Pachhtaaye Oy,
Yeh Ishq Bada Tadpaaye Oy
Yeh Darling, Yeh Darling
Yeh Darling Toh Paas Hi Na Aaye Oye
Yeh Majnu Toh Dur Hi Na Jaaye Oye
Yeh Darling Toh Paas Hi Na Aaye Oye
Yeh Majnu Toh Dur Hi Na Jaaye Oye
Yeh Darling Toh Paas Hi Na Aaye Oye.

Hum Karke Pyar Song Lyrics from movie Deshdrohi. Hum Karke Pyar song sung by Bipin Das, Akhil Sachdeva. Hum Karke Pyar Song Composed by . Hum Karke Pyar Song Lyrics was Penned by Kamaal Rashid. Deshdrohi movie cast in the lead role actor and actress. Deshdrohi movie released on 2008

Hum Karke Pyar Song Lyrics - Deshdrohi - Deeplyrics

Latest Songs

Latest Movies