Hum Ne Ghar Chora Ha

Movie Dil
Lyric By Sanjay Dutt
SingersYash Narvekar, Sadhana Sargam
Year 1990

Humne Ghar Chhoda Hai
Rasmon Ko Toda Hai
Humne Ghar Chhoda Hai
Rasmon Ko Toda Hai
Door Kahin Jaayenge
Nayi Duniya Basaayenge


Humne Ghar Chhoda Hai
Rasmon Ko Toda Hai
Door Kahin Jaayenge
Nayi Duniya Basaayenge


Humne Ghar Chhoda Hai
Rasmon Ko Toda Hai


Tere Bina Jeena Pade
Din Voh Kabhi Bhi Na Aaye
Tere Bina Jeena Pade
Din Voh Kabhi Bhi Na Aaye


Koi Bhi Aandhi Ho, Toofaan Koi
Humko Judaa Kar Na Paaye


Bas Ek Baar Kiya Hai
Maine Tujhe Pyaar Kiya Hai
Bas Ek Baar Kiya Hai
Maine Tujhe Pyaar Kiya Hai


Hum Teri Baahon Mein

Jannat Ko Bhoolaayenge


Humne Ghar Chhoda Hai
Rasmon Ko Toda Hai


Chhat Pyaar Ki, Dil Ki Zameen
Sapnon Ki Oonchi Deewaarein
Chhat Pyaar Ki, Dil Ki Zameen
Sapnon Ki Oonchi Deewaarein


Kaliyaan Mohabbat Ki Khilne Lagi
Aayi Milan Ki Bahaarein


Janmon Ki Pyaas Bujha De
Mujhko Gale Se Laga De
Janmon Ki Pyaas Bujha De
Mujhko Gale Se Laga De
Pyaar Ke Is Mandir Ko
Chaahat Se Sajaayenge


Humne Ghar Chhoda Hai
Rasmon Ko Toda Hai
Humne Ghar Chhoda Hai
Rasmon Ko Toda Hai
Door Kahin Jaayenge
Nayi Duniya Basaayenge


Humne Ghar Chhoda Hai
Rasmon Ko Toda Hai.

Hum Ne Ghar Chora Ha Song Lyrics from movie Dil. Hum Ne Ghar Chora Ha song sung by Yash Narvekar, Sadhana Sargam. Hum Ne Ghar Chora Ha Song Composed by . Hum Ne Ghar Chora Ha Song Lyrics was Penned by Sanjay Dutt. Dil movie cast in the lead role actor and actress. Dil movie released on 1990

Hum Ne Ghar Chora Ha Song Lyrics - Dil - Deeplyrics

Latest Songs

Latest Movies