Humko Pyar Hai

Movie Moksha
Lyric By Faiz Ahmed Faiz
SingersSonu Kakkar, Sneha Pant
Year 2001

Bhawren Jo Gun Gunaye
Jhoke Jo San Sanaye
Kyon Jism Thar Tharaye
Koyi Bataaye Mujhko
Humko Pyaar Hai To
Yeh Khumaar Hai
Humko Pyaar Hai
Oh Mehbooba
Bhawren Jo Gun Gunaye
Jhoke Jo San Sanaye
Kyon Jism Thar Tharaye
Koyi Bataaye Mujhko
Humko Pyaar Hai To
Yeh Khumaar Hai
Humko Pyaar Hai
Oh Mehbooba


Sone Ki Ab Zameen Hai
Neelam Ka Aasmaan
Panchhi Suna Rahe Hai
Surili Kahaniyaan
Sone Ki Ab Zameen Hai
Neelam Ka Aasmaan
Panchhi Suna Rahe
Hai Surili Kahaniyaan
Dali Pe Us Mein Jo
Kali Koyi Dhul Gayi
Ek Ajnabee Si Khushboo
Hai Saason Mein Gul Gayi
Saason Mein Gul Gayi
Mehki Huvi Fiza Hai
Gaati Huvi Hawa Hai
Sab Kya Yeh Ho Raha Hai
Koyi Bataaye Mujhko
Humko Pyaar Hai

To Yeh Bahaar Hai
Humko Pyaar Hai
Oh Mehbooba


Phoolon Ki Chunri Odhe
Huve Hai Yeh Vaadiyaan
Lagta Hai Jaise Aankhon Mein
Hai Khwaabon Ka Hain Sama
Phoolon Ki Chunri Odhe
Huve Hai Yeh Vaadiyaan
Lagta Hai Jaise
Aankhon Mein Hai
Khwaabon Ka Hain Sama
In Vaadiyon Mein Pyaar
Ke Raahi Jo Aaye Hai
Pedon Ne Apne Reshmi
Saayen Bichaaye Hai
Saayen Bichaaye Hai
Gunje Hai Raginisi Din
Mein Hai Chandni Si
Kaisi Hai Shaanti Si
Koyi Bataaye Mujhko
Humko Pyaar Hai
To Yeh Nikhaar Hai
Humko Pyaar Hai
Oh Mehbooba
Bhawren Jo Gun Gunaye
Jhoke Jo San Sanaye
Kyon Jism Thar Tharaye
Koyi Bataaye Mujhko
Humko Pyaar Hai To
Yeh Khumaar Hai
Humko Pyaar Hai
Oh Mehbooba.

Humko Pyar Hai Song Lyrics from movie Moksha. Humko Pyar Hai song sung by Sonu Kakkar, Sneha Pant. Humko Pyar Hai Song Composed by . Humko Pyar Hai Song Lyrics was Penned by Faiz Ahmed Faiz. Moksha movie cast in the lead role actor and actress. Moksha movie released on 2001

Humko Pyar Hai Song Lyrics - Moksha - Deeplyrics

Latest Songs

Latest Movies