Idhar Chala Main Udhar Chala

Movie Koi... Mil Gaya
Lyric By Ibrahim Ashq
SingersRohit Sharma, Yash Narvekar
Year 2003

Idhar Chala Main Udhar Chala
Jaane Kaha Main Kidhar Chala
Idhar Chala Main Udhar Chala
Jaane Kaha Main Kidhar Chala
Arrey Phisal Gaya Ye Tune Kiya Kiya


Idhar Chali Main Udhar Chali
Jaane Kaha Main Kidhar Chali
Idhar Chali Main Udhar Chali
Jaane Kaha Main Kidhar Chali
Arrey Phisal Gayi Le
Tere Sang Ho Chali


Nazar Ye Kiski Hamen Lagi
Nazar Ye Kiski Hamen Lagi
Ke Chalte Chalte Phisal Gaye
Hansi Hansi Mein Ye Kiya
Huaa Ham Badal Gaye
Nazar Ye Kiski Hamen Lagi
Ke Chalte Chalte Phisal Gaye
Hansi Hansi Mein Ye Kiya
Huaa Ham Badal Gaye
Kyun Badal Gaye Ham Badal Gaye
Idhar Chala Main Udhar Chala
Jaane Kaha Main Kidhar Chala
Idhar Chala Main Udhar Chala
Jaane Kaha Main Kidhar Chala
Arrey Phisal Gaya Ye Tune Kiya Kiya



Tum Itne Bhole Ho Kis Liye
Tum Itni Achhi Ho Is Liye
Kyun Achhi Hoon Ye Bataao
Tum Kyun Bataau Main
Tum Itne Bhole Ho Kis Liye
Tum Itni Achhi Ho Is Liye
Kyun Achhi Hoon Ye Bataao
Tum Kyun Bataau Main


Kuchh Bataao Naa
Kyun Bataau Main
Idhar Chali Main Udhar Chali
Jaane Kaha Main Kidhar Chali
Arrey Phisal Gayi Le
Tere Sang Ho Chali


Idhar Chala Main Udhar Chala
Jaane Kaha Main Kidhar Chala
Idhar Chala Main Udhar Chala
Jaane Kaha Main Kidhar Chala
Arrey Phisal Gaya Ye Tune Kiya
Kiya Yeh Tune Kiya Kiya
Main Tere Sang Ho Chali
Yeh Tune Kiya Kiya
Main Tere Sang Ho Chali.


Idhar Chala Main Udhar Chala Song Lyrics from movie Koi... Mil Gaya. Idhar Chala Main Udhar Chala song sung by Rohit Sharma, Yash Narvekar. Idhar Chala Main Udhar Chala Song Composed by . Idhar Chala Main Udhar Chala Song Lyrics was Penned by Ibrahim Ashq. Koi... Mil Gaya movie cast in the lead role actor and actress. Koi... Mil Gaya movie released on 2003

Idhar Chala Main Udhar Chala Song Lyrics - Koi... Mil Gaya - Deeplyrics

Latest Songs

Latest Movies