Ishq Samundar

Movie Kaante
Lyric By Dev Kohli
SingersNeeraj Rajawat, Anand Raaj Anand
Year 2002

Ishq Jab Had Se Paar Ho Jaaye
Zindagi Beqaraar Ho Jaaye
Ishq Itna Bhi Na Jataao Ke
Husn Sar Pe Sawaar Ho Jaaye


Mera Yaar Mila De Mujhko
Doon Laakh Duaaein Tujhko
Haan Mera Yaar Mila De Mujhko
Doon Laakh Duaaein Tujhko
Deedaar Bina Dilbar Ke
Kuch Soojh Raha Na Mujhko
Usse Dil Ki Baat Bata Dega
Meri Aankhon Ka Manzar


Hoye Ishq Samandar Dil De Andar
Ishq Samandar Dil De
Ishq Samandar Dil De Andar
Ishq Samandar Dil De Andar


Mera Yaar Mila De Mujhko
Doon Laakh Duaaein Tujhko
Deedaar Bina Dilbar Ke
Kuch Soojh Raha Na Mujhko
Koi Bewafa Nahin Hota
Dil Ka Bura Nahin Hota
Koi Bewafa Nahin Hota
Dil Ka Bura Nahin Hota
Kismat Se Deewaanon Ka
Har Waqt Bhala Nahin Hota
Seena Chhalni Ho Jaata Hai
Jab Chale Waqt Ka Khanjar


Hoye Ishq Samandar Dil De Andar
Ishq Samandar Dil De
Ishq Samandar Dil De Andar
Ishq Samandar Dil De Andar



Mera Yaar Mila De Mujhko
Mera Yaar Mila De Mujhko
Doon Laakh Duaaein Tujhko


Bewafa Se Bhi Pyaar Hota Hai
Bewafa Se Bhi Pyaar Hota Hai
Yaar Kuch Bhi Ho Yaar Hota Hai


Tujhse Hi Pyaar Hai Karna
Tera Intezaar Hai Karna
Tujhse Hi Pyaar Hai Karna
Tera Intezaar Hai Karna
Mere Liye To Jeena Tere
Ishq Mein Hai Marna
Kitna Aur Kab Tak Bhaagega
Daulat Ke Liye Sikandar


Hoye Ishq Samandar Dil De Andar
Ishq Samandar Dil De
Ishq Samandar Dil De Andar
Ishq Samandar Dil De Andar


Mera Yaar Mila De Mujhko
Doon Laakh Duaaein Tujhko
Deedaar Bina Dilbar Ke Kuch
Soojh Raha Na Mujhko
Usse Dil Ki Baat Bata Dega
Meri Aankhon Ka Manzar


Hoye Ishq Samandar Dil De Andar
Ishq Samandar Dil De
Ishq Samandar Dil De Andar
Ishq Samandar Dil De Andar.


Ishq Samundar Song Lyrics from movie Kaante. Ishq Samundar song sung by Neeraj Rajawat, Anand Raaj Anand. Ishq Samundar Song Composed by . Ishq Samundar Song Lyrics was Penned by Dev Kohli. Kaante movie cast in the lead role actor and actress. Kaante movie released on 2002

Ishq Samundar Song Lyrics - Kaante - Deeplyrics

Latest Songs

Latest Movies