Kabhi Lage Ke Ye Sara Sach Hai

Movie Panaah
Lyric By Vishweshwar Sharma
SingersYash Narvekar, Kumar Sanu, Sadhana Sargam
Year 1992

Kabhi Lage Ke
Yeh Sara Sach Hain
Kabhi Lage Ke
Yeh Sara Jooth Hain
Yeh Kaisi Hain Zindagi
Yeh Kaisi Hain Zindagi


Kabhi Lage Ke
Yeh Sara Sach Hain
Kabhi Lage Ke
Yeh Sara Jooth Hain
Yeh Kaisi Hain Zindagi
Yeh Kaisi Hain Zindagi


Raste To Hai Par Manzil Nahin Hain
Kishti Mili Par Sahil Nahin Hain
Raste To Hai Par Manzil Nahin Hain
Kishti Mili Par Sahil Nahin Hain
Maujon Mein Hi Jeena Hain
Maujon Mein Hi Marna Hain
Toofano Se Yaari Karake E He


Kabhi Lage Ke Yeh Sara Sach Hain
Kabhi Lage Ke Yeh Sara Jooth Hain
Yeh Kaisi Hain Zindagi
Yeh Kaisi Hain Zindagi


Hum Ji Rahe Hain Yun Zindagi Ko
Jaise Andhera Jiye Roshani Ko
Hum Ji Rahe Hain Yun Zindagi Ko

Jaise Andhera Jiye Roshani Ko
Kahi Zanjeer Nahin
Phir Bhi Bandhe Hain
Sab Jaane Kaisi Kaisi Dor Se E He


Kabhi Lage Ke
Yeh Sara Sach Hain
Kabhi Lage Ke
Yeh Sara Jooth Hain
Yeh Kaisi Hain Zindagi
Yeh Kaisi Hain Zindagi


Pyasi Pyasi Aankhon
Mein Sapne Saja Ke
Dekha Ki Yeh
Kisi Ko Deewane Hoke
Pyasi Pyasi Aankhon
Mein Sapne Saja Ke
Dekha Ki Yeh
Kisi Ko Deewane Hoke
Apne Sitaare Gardish Mein Rahe Hain
Hum Kaise Inkaar Karate E He


Kabhi Lage Ke
Yeh Sara Sach Hain
Kabhi Lage Ke
Yeh Sara Jooth Hain
Yeh Kaisi Hain Zindagi
Yeh Kaisi Hain Zindagi
Yeh Kaisi Hain Zindagi.

Kabhi Lage Ke Ye Sara Sach Hai Song Lyrics from movie Panaah. Kabhi Lage Ke Ye Sara Sach Hai song sung by Yash Narvekar, Kumar Sanu, Sadhana Sargam. Kabhi Lage Ke Ye Sara Sach Hai Song Composed by . Kabhi Lage Ke Ye Sara Sach Hai Song Lyrics was Penned by Vishweshwar Sharma. Panaah movie cast in the lead role actor and actress. Panaah movie released on 1992

Kabhi Lage Ke Ye Sara Sach Hai Song Lyrics - Panaah - Deeplyrics

Latest Songs

Latest Movies