Kish Mish Naam Mera

Movie Shapath
Lyric By F. M. Kaiser
SingersBappi Lahiri, Sharon Prabhakar
Year 1997

Hey Chaku To Mitthi Lage
Dekhu To Tikhi Lage
Chhu Lu To Narmi Lage
Sardi Mein Garmi Lage
Naam Mera Kish Mish
Kish Mish Naam Mera
Kish Mish


Chaku To Mitthi Lage
Dekhu To Tikhi Lage
Chhu Lu To Narmi Lage
Sardi Mein Garmi Lage
Naam Mera Kish Mish
Kish Mish Naam Mera
Kish Mish




 
Deewane Tu Na Jane
Kuch Bhi Ho Tu Na Mane
Kya Kahu Kya Kahu
Aankho Se Tu Jo Kahe
Aaramo Mein Pani Aaye
Kya Karu Karu


Aankho Ko Paki Lage
Hatho Ko Kachi Lage
Teri To Rangi Bager
Mujhko To Achi Lage
Naam Tera Kish Mish
Kish Mish Naam Tera
Kish Mish




 
Baho Me Aaja Meri

Duniya Bana Du Teri
Aa Bhi Ja Aa Bhi Ja Aa Bhi Ja
Firte Hai Mere Piche
Kitne Hi Tere Jaise
Tu Hai Kya Tu Hai Kya


Acho Ko Achi Lage
Buro Ko Buri Lage
Meri Jawani Sanam
Chhedo To Churi Lage
Naam Mera Kish Mish
Kish Mish Naam Tera
Kish Mish, Kish Mish


Tarsau Dhire Dhire
Tadpau Dhire Dhire
Tu Hai Kya Tu Hai Kya
Lutugi Haste Gate
Puchugi Aate Jate
Kya Hua Kya Hua


Surat Se Bholi Lage
Mitthi Si Boli Lage
Kaisi Hai Teri Nazer
Sine Pe Goli Lage
Naam Tera Kish Mish, Kish Mish
Naam Mera Kish Mish, Kish Mish


Chaku To Mitthi Lage
Dekhu To Tikhi Lage
Chhu Lu To Narmi Lage
Sardi Mein Garmi Lage
Naam Mera Kish Mish
Kish Mish Naam Mera
Kish Mish
Naam Tera Kish Mish, Kish Mish.

Kish Mish Naam Mera Song Lyrics from movie Shapath. Kish Mish Naam Mera song sung by Bappi Lahiri, Sharon Prabhakar. Kish Mish Naam Mera Song Composed by . Kish Mish Naam Mera Song Lyrics was Penned by F. M. Kaiser. Shapath movie cast in the lead role actor and actress. Shapath movie released on 1997

Kish Mish Naam Mera Song Lyrics - Shapath - Deeplyrics

Latest Songs

Latest Movies