Marke Bhi Laut Aayenge

Movie Hameshaa
Lyric By Dev Kohli
SingersAbhijeet Bhattacharya
Year 1997

Na Tum Rahoge
Na Hum Rahenge
Na Aankhe Rahengi
Na Ishare Rahenge
Na Ye Ja Rahegi Ye
Do Badan Na Rahenge
Tum Hamare Rahoge
Hum Tumhare Rahenge
Marke Bhi Laut Aayenge
Hum Yara Ke Liye
Ek Janam Kam Hai
Sanam Pyar Ke Liye
Pyar Ke Liye


Aye Meri Jindagi
Sath Hum The Kabhi
Main Nahi Ajnabi
Tu Nahi Ajnabi
Phir Laut Aaye
Chahat Ke Lamhe
Dil Mein Chupa Lu Tumhe
Bechain Sanse
Kahti Hai Aankhe
Inme Basa Lu Tumhe
Marke Bhi Laut Aayenge

Hum Yara Ke Liye
Ek Janam Kam Hai
Sanam Pyar Ke Liye
Pyar Ke Liye


Yad Hai Ham Nashi
Bhulta Hi Nahi
Tera Chehra Hasi
Har Ada Dilnashi
Hotho Se Surkhi
Aankho Se Kajal
Inko Chura Lunga Main
Berang Sapne Jitne Hai Apne
Unko Saja Lunga Main
Dil Mein Tuhi Tu
Hamesha Hamesha
Hamesha Hamesha
Tu Mujhme Rahegi
Marke Bhi Laut
Aayenge Hum Yara Ke Liye
Ek Janam Kam Hai
Sanam Pyar Ke Liye
Pyar Ke Liye.


Marke Bhi Laut Aayenge Song Lyrics from movie Hameshaa. Marke Bhi Laut Aayenge song sung by Abhijeet Bhattacharya. Marke Bhi Laut Aayenge Song Composed by . Marke Bhi Laut Aayenge Song Lyrics was Penned by Dev Kohli. Hameshaa movie cast in the lead role actor and actress. Hameshaa movie released on 1997

Marke Bhi Laut Aayenge Song Lyrics - Hameshaa - Deeplyrics

Latest Songs

Latest Movies