Na Hai Zameen Na Aasman

Movie Khel
Lyric By Faiz Ahmed Faiz
SingersSadhana Sargam, Amit Kumar
Year 2003

Naa Hain Zameen Naa Aasman,
Laye Kaha Ho Hamko
Badal Nagar Hain Meraa Ghar,
Laya Jahan Hoon Tumko
Naa Hain Zameen Naa Aasman,
Laye Kaha Ho Hamko
Badal Nagar Hain Meraa Ghar,
Laya Jahan Hoon Tumko
Chhodo Hansi Badal Mein Bhi
Koyi Bhala Rehata Hain
Aa Dekh Le Inn Aankho Se,
Deewana Sach Kahta Hai
Naa Hain Zameen Naa Aasman,
Laye Kaha Ho Hamko
Badal Nagar Hain Meraa Ghar,
Laya Jahan Hoon Tumko


Teri Iss Nagari Mein
Kaise Raste Hain Yeh
Pair Sitaaro Par Rakhkar Chalte Hain
Teri Iss Nagari Mein
Kaise Raste Hain Yeh
Pair Sitaaro Par Rakhkar Chalte Hain
Ik Taara Woh Chalta Hain Jo,
De Do Mujhe Woh Nagina
Abb Chand Hai Bindiya Teri,

Suraj Teraa Aaina
Naa Hain Zameen Naa Aasman,
Laye Kaha Ho Hamko
Badal Nagar Hai Meraa Ghar,
Laya Jahan Hoon Tumko


Pyar Ke Yeh Do Pal,
Hamko Ghere Hain Yeh
Dhundhle Ujale Hain,
Ujle Andhere Hain Yeh
Pyar Ke Yeh Do Pal,
Hamko Ghere Hain Yeh
Dhundhle Ujale Hain,
Ujle Andhere Hain Yeh
Yeh Pyar Ke Badal Ghane
Kal Ko Pighal Jaye Toh
Sun Aye Hasin Ham Woh Nahin,
Ik Din Badal Jaye Jo
Naa Hai Zameen Naa Aasman,
Laye Kaha Ho Hamko
Badal Nagar Hain Meraa Ghar,
Laya Jahan Hoon Tumko
Chhodo Hansi Badal Mein Bhi
Koyi Bhala Rahta Hai
Aa Dekh Le Inn Aankho Se,
Deewana Sach Kahta Hai.

Na Hai Zameen Na Aasman Song Lyrics from movie Khel. Na Hai Zameen Na Aasman song sung by Sadhana Sargam, Amit Kumar. Na Hai Zameen Na Aasman Song Composed by . Na Hai Zameen Na Aasman Song Lyrics was Penned by Faiz Ahmed Faiz. Khel movie cast in the lead role actor and actress. Khel movie released on 2003

Na Hai Zameen Na Aasman Song Lyrics - Khel - Deeplyrics

Latest Songs

Latest Movies