Tera Bhi Ye Haal Huya

Movie Dand Nayak
Lyric By Charanjeet Charan
SingersRohit Sharma, Kumar Sanu
Year 1998

Tera Bhi Ye Haal Huya
Mera Bhi Ye Haal Huya
Do Din Ko Hum Bichhde
To Ek Ek Pal Ek Sal Huya
Aise Bhul Kabhi Yaar
Na Hum Karte


Jo Hum Aisa Jante To
Pyar Na Hum Karte
Aise Bhul Kabhi Yaar
Na Hum Karte
Jo Hum Aisa Jante To
Pyar Na Hum Karte
Ha Ji Ha Na Ji Na
Na Na Na Ji Na
Na Na Ha Ji Ha


Tera Bhi Ye Hal Huya
Mera Bhi Ye Hal Huya
Do Din Ko Hum Bichhde
To Ek Ek Pal Ek Sal Huya
Aise Bhul Kabhi Yaar
Na Hum Karte
Jo Hum Aisa Jante To
Pyar Na Hum Karte
Ha Ji Ha Na Ji Na
Na Na Na Ji Na
Na Na Ha Ji Ha


Hum Samjhe The Ki
Pyar Bada Aasan Hain
Dil Ke Hatho Mushkil
Mein Ab Ye Jaan Hain
Hum Samjhe The Ki
Pyar Bada Aasan Hain
Dil Ke Hatho Mushkil
Mein Ab Ye Jaan Hain
Phool Nahi Ye Toba
Tir Kaman Hai
Is Dariya Ke Sahil
Pe Tufan Hai


Aag Ka Ye Dariya Par
Na Hum Karte
Jo Hum Aisa Jante To
Pyar Na Hum Karte
Ha Ji Ha Na Ji Na
Na Na Na Ji Na
Na Na Ha Ji Ha


Ab Kya Ho Sakta Hain
Ke Pyar Ho Gaya
Vapas Jane Ka Rashta
Hi Kho Gaya
Ab Kya Ho Sakta Hain
Ke Pyar Ho Gaya
Vapas Jane Ka Rashta
Hi Kho Gaya
Jan Rahi Bas Baki


Ye Dil To Gaya
Sari Rat Jage Hum
Chand Bhi So Gaya
Ha Yar Mohabbat Ka
Ikarar Na Hum Karte
Jo Hum Aisa Jante To
Pyar Na Hum Karte
Ha Ji Ha Na Ji Na
Na Na Na Ji Na
Na Na Ha Ji Ha


Tera Bhi Ye Hal Huya
Mera Bhi Ye Hal Huya
Do Din Ko Hum Bichhde
To Ek Ek Pal Ek Sal Huya
Aise Bhul Kabhi Yaar
Na Hum Karte
Jo Hum Aisa Jante To
Pyar Na Hum Karte


Ha Ji Ha Na Ji Na
Ha Ji Ha Na Ji Na
Ha Ji Ha Na Ji Na.


Tera Bhi Ye Haal Huya Song Lyrics from movie Dand Nayak. Tera Bhi Ye Haal Huya song sung by Rohit Sharma, Kumar Sanu. Tera Bhi Ye Haal Huya Song Composed by . Tera Bhi Ye Haal Huya Song Lyrics was Penned by Charanjeet Charan. Dand Nayak movie cast in the lead role actor and actress. Dand Nayak movie released on 1998

Tera Bhi Ye Haal Huya Song Lyrics - Dand Nayak - Deeplyrics

Latest Songs

Latest Movies